Dost ke Liye Shayari -2023 | Dosti Love Shayari in Hindi

 
Dost ke liye shayari: नमस्कार दोस्तों आपका स्वागत हैं www.anilganvit.in के नए Status और हिंदी Shayari Collection में.इस पोस्ट में हमने दोस्ती शायरी,दोस्ती शायरी इन हिंदी,दोस्ती शायरी दो लाइन,dosti shayari in hindi,dosti shayari of two lines, e dosti shayari,dosti pe shayari,dosti पर शायरी दोस्ती निभाना शायरी,दोस्ती लव शायरी,दोस्ती शायरी हिंदी में, i love dosti shayari, miss u dosti shayari. दिए है, जिन्हें आप Facebook, Whatsapp के साथ दूसरी सभी सोशल मीडिया साईट पर अपनी pic’s के साथ जरूर अपलोड करे और आप अपने दोस्तों को भी anilganvit.in के बारे बताये क्युकी हम आपके लिए लाते है बेस्ट हिंदी शायरी और स्टेटस .
 

Dosti shayari in hindi

हम जब भी आपकी दुनिया से जायेंगे, इतनी खुशियाँ और अपनापन दे जायेंगे, कि जब भी याद करोगे इस पागल दोस्त को, हँसती आँखों से आँसू निकल आयेंगे

भूलना चाहो तो भी याद हमारी आएगी, दिल की गहराई मे हमारी तस्वीर बस जाएगी, ढूढ़ने चले हो हमसे बेहतर दोस्त, तलाश हमसे शुरू होकर हम पे ही ख़त्म हो जाएगी

dosti-love-shayari

वह मौत भी कितनी सुहानी होगी, जो यारो की यारी में आनी होगी, खुदा करे हम पहले मर जाएं, क्योंकि यारो के लिए जन्नत भी तो सजा नहीं होगी..

dosti shayari 2 line

दोस्त समझते हो तो दोस्ती निभाते रहना, हमें भी याद करना खुद भी याद आते रहना, हमारी तो हर ख़ुशी दोस्तों से ही है, हम खुश रहें या ना आप यूँ ही मुस्कुराते रहना

दुनिया की सबसे बेस्ट दोस्ती शायरी

हर ख़ुशी से ख़ूबसूरत तेरी शाम कर दूँ, अपना प्यार और दोस्ती तेरे नाम कर दूँ, मिल जाये अगर दुबारा यह ज़िन्दगी दोस्त, हर बार मैं ये ज़िन्दगी तुझ पर कुर्बान कर दूँ.

dosti ki shayari

कुछ वक़्त का इंतज़ार मिला मुझको, पर खुदा से बढकर यार मिला मुझको, न रही तमन्ना किसी जन्नत की मुझे, तेरी दोस्ती से वो प्यार मिला मुज़को

गम को बेचकर खुशी खरीद लेंगे, ख्वाबो को बेचकर जिन्दगी खरीद लेंगे, होगा इम्तहान तो देखेगी दुनिया, खुद को बेचकर आपकी दोस्ती खरीद लेंगे

dost ki shayari

ज़िन्दगी इतिहास फिर नही दोहराती, हर पल हर मोड़ पर है दोस्तों की याद आती, ज़िन्दगी दोस्ती के लम्हो में है गुम हो जाती, उन लम्हो को सोच कर हमारी आँखे हैं नम हो जाती

हर नज़र को एक नज़र की तलाश है, हर चेहरे में कुछ खास है, आपसे दोस्ती हम यू ही नहीं कर बैठे, क्या करें हमारी पसंद हे कुछ खास है

एक दोस्त ने दोस्त से पूछा दोस्त का मतलब क्या होता है, दोस्त ने मुस्कुराकर जवाब दिया, पागल एक दोस्त ही तो है जिसका कोई मतलब नहीं होता, और जहां मतलब वहां कोई दोस्त नहीं होता.

dosto ke liye shayari

हर खुशी से खूबसूरत तेरी शाम कर दूँ, अपना प्यार और दोस्ती तेरे नाम कर दूँ, मिल जाये अगर दोबारा ये ज़िन्दगी ऐ दोस्त, हर बार ये ज़िन्दगी तुझ पे कुर्बान कर दूँ.

हर दोस्ती दिल के करीब नही होती, गमो से ज़िंदगी दूर नही होती, ऐ मेरे दोस्त दोस्ती संजो के रखना, हर किसी को दोस्ती नसीब नही होती

bestie shayari

दूरियों से फर्क पड़ता नहीं, बात तो दिलों कि नज़दीकियों से होती है, दोस्ती तो कुछ आप जैसों से है, वरना मुलाकात तो जाने कितनों से होती है.

प्यारे से दोस्त हो तुम, हरपल मेरे साथ हो तुम, दोस्ती की एक एहसास हो तुम, शायद इसलिए कुछ खास हो तूम.

dost ke upar shayari

किसी रोज़ याद न कर पाऊं तो खुदगर्ज़ न समझ लेना दोस्तों, दरसल छोटी सी इस उम्र में परेशानिया बहुत हैं, मैं भूला नहीं हूँ किसी को मेरे बहुत अच्छे दोस्त हैं ज़माने में, बस थोड़ी ज़िन्दगी उलझ पड़ी है दो वक़्त की रोटी कमाने में |

शायद फिर वो तक़दीर मिल जाये जीवन के वो हसीं पल मिल जाये चल फिर से बैठें वो क्लास कि लास्ट बैंच पे शायद फिर से वो पुराने दोस्त मिल जाएँ ।

दोस्तों ने अपना फ़र्ज़ कुछ इस तरह निभाया है , कि मैं भूखा रहा तो दोस्तों ने भी ना खाया है।

doston ki shayari

तुम पत्थर भी मरोगे तो भी भर लेंगे झोली अपनी , हम दोस्तों के तोहफे यूं ठुकराया नहीं करते।

तेरे आते ही दोस्त महफ़िल सजने लगती है , और बेरंग ज़िंदगी भी रंगने लगती है।

dosti ke upar shayari

तू दूर है मुझसे और पास भी है तेरी कमी का एहसास भी है दोस्त तो हमारे लाखों है इस जहां में पर तू प्यारा भी है और ख़ास भी है।

दिए तो आंधी में भी जला करते हैं, गुलाब तो काँटों में ही खिला करते हैं, खुशनसीब बहुत होती है वो शाम, जिसमे दोस्त आप जैसे मिला करते हैं.

best friend shayri

रिश्तों से बड़ी चाहत और क्या होगी, दोस्ती से बड़ी इबादत और क्या होगी, जिसे दोस्त मिल सके कोई आप जैसा, उसे ज़िन्दगी से शिकायत क्या होगी.

ज़िन्दगी नहीं हमे दोस्तों से प्यारी, दोस्तों के लिए हाजिर है जान हमारी, आँखों में हमारी आँसू है तो क्या, खुदा से भी प्यारी है मुस्कान तुम्हारी.

हम अपने पर गुरुर नहीं करते, याद करने के लिए किसी को मजबूर नहीं करते. मगर जब एक बार किसी को दोस्त बना ले, तो उससे अपने दिल से दूर नहीं करते.

shayari dosti ki yaad

दील से लिखी बात दील को छू जाती है, ये अक्सर अनकही बात कह जाती है, कुछ लोग दोस्ती कॆ मायनॆ बदल दॆतॆ है, और कुछ लोगो कि दोस्ती सॆ दुनिया बदल जाती है.

दिल से दिल बड़ी मुश्किल से मिलते हैं, तुफानो में साहिल बड़ी मुश्किल से मिलते हैं, यूँ तो मिल जाता है हर कोई, मगर आप जैसे दोस्त नसीब वालों को मिलते हैं.

रौशनी के लिए दिया जलता हैं, शमा के लिए परवाना जलता हैं, कोई दोस्त न हो तो दिल जलता हैं, और दोस्त आप जैसा हो जो ज़माना जलता हैं.

dosti shayari in hindi 2 line

तू दूर है मुझसे और पास भी है, तेरी कमी का एहसास भी है, दोस्त तो हमारे लाखो है इस जहाँ में, पर तू प्यारा भी है और खास भी है.

पुराने दोस्त पर शायरी

खुशबू की तरह मेरी साँसों में रहना; लहू बनके मेरी नस-नस में बहना; दोस्ती होती है रिश्तों का अनमोल गहना; इसलिए दोस्त को कभी अलविदा न कहना.

dosti pe shayari

तेरी दोस्ती ने बहुत कुछ सीखा दिया, मेरी खामोश दुनिया को जैसे हँसा दिया, कर्ज़दार हूँ मैं खुदा का, जिस ने मुझे आप जैसे दोस्त से मिला दिया

एक रात रब ने मेरे दिल से पूछा, तू दोस्ती में इतना क्यूँ खोया है? दिल बोला दोस्तों ने ही दी हैं सारी खुशियाँ, वरना प्यार करके तो दिल हमेशा रोया है.

अटूट दोस्ती शायरी

तुम सदा मुस्कुराते रहो ये तमन्ना है हमारी, हर दुआ में माँगी है बस खुशी तुम्हारी, तुम सारी दुनिया को दोस्त बना कर देख लो, फ़िर भी महसूस करोगे कमी हमारी.

dosti wali shayari

मांगी खुशियां तो जिंदगी दे दी, अंधेरों ने भी हमें रोशनी दे दी, रब से पूछा मेरे लिए क्या हसीन तोहफा है, जवाब में उसने आपकी दोस्ती दे दी.

आपकी दोस्ती की एक नज़र चाहिए, दिल है बेघर उसे एक घर चाहिए, बस यूँही साथ चलते रहो ऐ दोस्त, यह दोस्ती हमें उम्र भर चाहिए.

कुछ वक़्त का इंतज़ार मिला मुझको, पर खुदा से बढकर यार मिला मुझको, न रही तमन्ना किसी जन्नत की मुझे, तेरी दोस्ती से वो प्यार मिला मुझको.

dosti shayari status

हर दोस्ती दिल के करीब नही होती, गमो से ज़िंदगी दूर नही होती, ऐ मेरे दोस्त दोस्ती संजो के रखना, हर किसी को दोस्ती नसीब नही होती.

सायरी दोस्त के लिए love

दोस्ती वो नहीं जो जान देती है, दोस्ती वो नहीं जो मुस्कान देती है, सच्ची दोस्ती तो वो है जो पानी में गिरा आंसू भी पहचान ले ती है.

Also Read:

100+ Best Friendship Attitude Status in English – 2023 | Friendship Attitude Caption

Sachi Dosti Shayari,sms,Status and Message

फेसबुक दोस्ती स्टेटस हिंदी-2023

100+ Sachi Dosti Shayari in English | Friendship shayari- 2023

भूलना चाहो तो भी याद हमारी आएगी, दिल की गहराई मे हमारी तस्वीर बस जाएगी, ढूढ़ने चले हो हमसे बेहतर दोस्त, तलाश हमसे शुरू होकर हम पे ही ख़त्म हो जाएगी.

हर पल की दोस्ती का इरादा है आपसे, अपनापन ही कुछ ज्यादा है आपसे, साथ रहेंगे आपके उम्र भर के लिए, हमेशा दोस्ती निभाएंगे वादा है आपसे.

dosti love shayari

मिलना बिछड़ना सब किस्मत का खेल है, कभी नफरत तो कभी दिलों का मेल है, बिक जाता है हर रिस्ता इस जमाने में, सिर्फ दोस्ती ही यहाँ नोट फॉर सेल है.

एक जैसे दोस्त सारे नही होते, कुछ हमारे होकर भी हमारे नहीं होते, आपसे दोस्ती करने के बाद महसूस हुआ, कौन कहता है तारे जमीन पर नहीं होते.

dosti breakup shayari

दोस्ती नाम है सुख-दुःख की कहानी का, दोस्ती राज है सदा ही मुस्कुराने का, ये कोई पल भर की जान-पहचान नहीं है, दोस्ती वादा है उम्र भर साथ निभाने का.

sachi dosti shayari in english

kuch dost aise bhi mile mujhko
jo saath de na sake dosti nibha na sake…
ek hum bhi hain jo nibhaate hain is kadar,
unhe bhul na sake jo hame apna na sake…
is kadar khaya dhokha apne hi logon se,
k fir kabhi dosti ka haath badha na sake…
aye khuda baksh de har khushi unko,
jo “Rajan” ki khushiyon ko dekh ke muskura na sake…

Aise na humko aajmao yaaro,
kabhi to gale se lagao yaaro,
mana ye dunia gumon ka hai mela,
mager aise na humko tadpao yaaro,
mana ishq me usne apne layak na samjha,
dosto mein meri sakhsiyat batlao yaaro,
khafa kyun ho mujhse nadan hun main,
mujhe meri galti samjhao yaaro,
aise na humko aajmao yaaro,
kabhi to gale se lagao yaaro

Aao tumhe le jaun school ki un yaadon me,
Jahan main ek nanhi ladki ke roop me aayi thi,
Is ajnabi padhai ki duniya mein koi na apna lagta tha,
Dheere-dheere pata nhi kaise sbko pehchaan-ne lagii aur sab apne bante chale gaye,
Yahi wo jagah jaha hme work na karne par dantt milti thi,
Yahi hai wo duniya jaha dosti ko dil se nibhaya jata tha,
Aur wo ashiyana jaha pyaar k afsaane hua karte the,
Hukum ho to likh dun har pal un yaadon ka,
Par hoga nahi mukammal silsila kahaniyon ka,
Ab maan b jao TaBaSsUm yaadon ka qatl kardo,
Kyun ke phir na laut aayenge ye pyaare din

friends forever shayari

Bachpan bhi kya khoob hua karta tha,
dosti bhi pakki aur pyaar bhi sachha hua karta tha,
najaane kaise jawani ke rang mein badal gayi zindagi,
ab har jagah naraazgi aur saazishe hua karti hain…

Dikhawey Ki Mohabbat se Behtar hai k Nafrat hi karo hamse,
Aye “Dost” …..
Sache Jazbon ki ham badi kadar kiya karte hai…

Pyar me koi to dil tod deta hai,
Dosti me koi to bharosa tod deta hai,
Zindagi jeena to koi gulaab se sikhe,
Jo khud toot kar do dilo ko jod deta hai…

Hum Wo Nahi Jo Gham Me Chhod De,
Hum Wo Nahi Jo Tumse Nata Tod De.
Hum To Wo Hai,
Jo Hui Aapki Saanshein Khatam To Apni Jod De…

Dushman Se Kaho Dosti Na Kare,
Ab To Dost Hi Bda Dushman Hai,
Jo Haath Utha Karte The Dua Ko,
Un Haatho Me Abto Khanzar Hai,
Dushman Se Kaho Dosti Na Kare,
Wo Zamana Hai Ab Guzar Gaya,
Wafa Me Jan-E-Jigger Dene Ka,
Aaj Dost Bann Jo Daga De Sake,
Wahi Hai Dosti Ka Haq Ada Kare,
Dushman Se Kaho Dosti Na Kare,
Gar Wafa Karo Phir Dil Se Karo,
Dosti Karo To Jaan Dekar Karo,
“Sagar” To Wafa Ko Ibadat Samjhe,
Khuda Ki Terha Sabse Ulfat Kare,
Dushman Se Kaho Dosti Na Kare…

jigri dost shayari

baar baar dhundhne se bhi raah milti nahi
pyar kise kahu ab is dil ko pyar hota hi nahi
dard hota hai waha jab chot bharti hi nahi
haal janoge tum kaise ruh roti bhi nahi
ek pal jo kehna chahe mere dil ki dastan
teri saanse meri saanso ko bhala sunti nahi
hasti hu phir roti hu, rote hue so jati hukaun hu,
jane kyu sari baate phir hoti nahi…

Zindagi me Jab Maayus hue Hum,
To Socha k kya paaya kya khoya,
Khone ka to hisaab na laga paaye,
Yaad raha to bas itna…ke,
Zindagi se bhi pyara..Aap jaisa Ek dost Paaya

Aasman se utari hai,
Taron se sajai hai,
Chand ki chandni se nehlai hai,
Mere dosti sambhaal ke rakhna yeh dosti,
Yeh meri zindagi bhar ki kamai hai…

Chand ka kya kahena wo to lakho mein ek hai,
Aap ka kya kahena aap to karodo mein ek hai,
Apni dosti ka kya kahena wo to khuda se bhi nek hai…

dosti nibhane ki shayari

Hasi bhi mili or khushi bhi mili,
socha bahut khushnasib hain hum,
magar jab apne pyare dost ko,
ek muskurahat na de sake,
tab pata chala ki kitne garib hain hum…

Saath Deta Jo Samay Aap Hamare Hote,
Hum Bhi Doosro Ki Tarah Aapke Pyare Hote,
Ye  Mere Aansu Jinhe Ponchhne Vala Bhi Nahi Koi,
Aanchal Inhe Milta To Sitare Hote

Sitaro Ke Bageir Aasman Mein Rakha Kya Hai,
Bina Tere Jeene Mein Rakha Kya Hai,
Lagta Hai Sab Kuchh Adhura Sa Hai,
Dosti Ke Bageir Duniya Mein Rakha Kya Hai…

Dil Kee Zarurat Har Jaan Ko Hotee Hai ,
Taaron Kee Zarurat Har Aasman Ko Hotee Hai,
Dua Karte Hain Ham Ke Salaamat Rahen Aap,
Kyon Ki,
Eik Achhe Dost Kee Jarurat Har Insaan Ko Hotee Hai…

Gull Voh Jo Gulshan Ko Apni Khushboo Se Mahakaa De,
Sitaara Voh Jo Apni Roshni Se Aasmaan Ko Chamka De,
Rishte Voh Jo Zindagi Jeene Ka Pyaara Sa Ahsaas Jagaa De,
Aur Saccha Dost Voh Jo Hamaari Zindagi Ko Khushiyo Se Sajaa De…

Pani Na Ho To Nadiyan Kis Kam Ki
Aansu Na Ho To Aankhen Kis Kam Ki
Dil Na Ho To Dhadkan Kis Kam Ki
Agar Main Apko Yaad Na Karun To
Hamari Yeh Dosti Kis Kam Ki

Bas EIk Zaraa Khayaal Is Dost Ka Tha,
Warna Bahut Gila Teri Berukhi Ka Tha,
Mujhko Lagaa Main Bhi Teri Zindgi Mein Hoon,
Par Yeh Toh Koi Dhoka Meri Saadgi Ka Tha…

Yeh Zaraa Zaraa Si Baat Par,
Tarha Tarha Ka Azaab Kyon,

Jo Kisi Se Bhi Khafaa Naa Ho,
Mujhe Us Dost Ki Talaash Hai

Mujhe Laghzishon Par Har Ghadi,
Koi Tokta Hai Baar Baar,

Jise Kar Ke Dil Ko Dukh Naa Ho,
Mujhe Us Gunaah Ki Talaash Hai…

Dosti Se Aaj Pyaar Sharmaaya Hai,
Aapki Dosti Ne Hamein Jeena Sikhaaya Hai
Kya Maange Khuda Se Hum,
Woh To Khud, Aaj Mere Dar Par,
Apki Dosti Mangne Aaya Hai…

Naa Rokar Dosti Khatam Karenge,
Naa Dooriyon Se Apanapan Kam Karenge.
Hamaari Dosti Mein Hai Saagar Si Gahrai,
Chahkar Bhi Naa Hum Gahrai Kam Karenge…

Kya Dosti Hai Hamaari,
Jo Main Tumpe Marta Hun,
Har Samay Tere Aane Ka,
Intezaar Karta Hun,
Naa Koi Gilla Hai Tumse,
Isiliye Toh Main Har Roj,
Tumhare Liye Khuda Se Dua Karta Hun…

Har Yaad Mein,
Apki Yaad Rahti Hai,

Hamaari Ankhon Mein ,
Aap Ki Talaash Rahti Hai,

Kuch Hamaare Liye,
Aap Bhi Dua Karna,

Suna Hai Dosti Ki Duaon Mein,
Faristo Ki Awaaz Rahti Hai…

Zindagi Mein Kuchh Dost Khas Ban Gaye,
Mile Toh Mulakat Aur Bichde Toh Yaad Ban Gaye,
Kuchh Dost Dheere Dheere Fislate Chale Gaye,
Par Jo Dil Se Na Gaye Woh Aap Ban Gaye…

Yaado Ke Sahaare Duniya Nahin Chalti,
Bina Kisi Shaayar Ke mahfil Nahin Banti,
Eik baar Pukaro Toh Doston,
Kyonki Dosti Ke Bina Yeh Zindagi Nahin Chalti…

Jeene Ki Nayi Adaa Di Hai,
Khush Rahne Ki Usne Dua Di Hai,
Ah Khuda Mere Doston Ko Salamat Rakhna,
Jinhone Apne Dil Mein Mujhe Jagah Di Hai…

Dosti Se Badi Koi Jaagir Nahin Hoti,
Is Se Achhi Koi Tasveer Nahin Hoti,
Ek Pyar Ka Naajuk Sa Dhaga Hai Dosti,
Fir Bhi Iss Se Pakki Koi Janjeer Nahin Hoti…

Kuchh Saalon Baad Naa Jane Kya Samaa Hoga,
Najaane Kon Dost Kahaa Hoga,

Fir Milna Hua To Milenge Yaadon Mein,
Jaise Sukhe Gulab Milte Hain Kitabon Mein…

Hum Se Puchho Kya Hota Hai Pal Pal Bitaana,
Bahut Muskil Hota Hai Dil Ko Samjhana,

Yaar Zindagi Toh Beet Jaayegi,
Bas Muskil Hota Hai Kuchh Dosto Ko Bhool Jaana…

Dil Ka Zhatka,
Aankho Ka Phatka,

Aasman Se Tapka,
Zameen Pe Patka,
Aiso Ko Dost Kahate Hain

Aaj Hai Kal Na Jaane Kahan Hoge,
Hum Woh Parindey Hai,

Joh Aasman Mai Kho Jaayege,
Dosti Ki Dor Se Baand Kar Rakhna Hume,

Kal Na Honge To,
Bohot Yaad Aayege

Tumhara Hamaara Rista To,
Aankh Aur Palko Jaisa Hai,

Agar Palak Kuchh Der Na Jhapke,
To Aankh Ro Deti Hai,

Aur Agar Aankh Mein Kuchh Chala Jaaye,
To Palak Tadap Udhti Hai…

Dil Se Likhi Baat,
Dil Ko Chhu Jati Hai,

Yeh Aksar Ankahi Baat,
Kah Jaati Hai,

Kuchh Log Dosti Ke,
Maayne Badal Dete Hain,

Aur Kuchh Logon Ki Dosti,
Yeh Duniya Badal Jaati Hai…

Teri Dosti Hum Is Tarah Se Nibhayenge,
Tum Roj Ruth Jaana ,
Hum Roj Manayenge,

Par Maan Jana Jab Hum Manayenge,
Nahin Toh Hum Vahan Chale Jayenge,
Jahaa Se Mudkar Kabhi Na Aayenge…

Woh Eik Dost,
Jo Pyara Sa,
Lagta Hai,
Bahut Pass Hai,
Dil Ke Phir Bhi,
Juda Sa Lagta Hai,
Bahut Dino Se Aaya,
Nahi Koi Paigam Uska,
Shayad Kisi Baat Pe,
Khafa Sa Lagta Hai…

Teri Dosti Ne Mujhe,
Dard Sahna Sikha Diya,

Marti Huyi Rooh Ko Jeena Sikha Diya,
Kya Kahun Kya Hai Tera Saath Mere Liye,

Tere Saath Ne,
Mere Aansuo Ko Muskurana Sikha Diya…

Dost Bahut Hain Lekein,
Har Dost Dil Ke Kareeb Hote Nahi,

Jo Sachha Dost Hai,
Woh Kabhi Gham Deta Nahi,

Dil Kehta Hai Ek Din,
Khushi Tere Kadam Chumegi,

Bharosa Rakhna Kismat Par,
Kyun Ki Kismat Bewafa Hote Nahi…

Dhund Kar Hum Thak Chuke Hain Dost Mere,
Koun Si Galiyon Mein Jaane Tum Kho Gaye,

Ab Aur Kahan Thikana Hai Is Gareeb Ka,
Jakar Tabhi Kabr Mein Hum So Gaye…

Sach Hai Mujhe Kisi Ki Bhi Pahchan Nahi,
Dost Ke Roop Mein Sada Hi Dushman Mile,

Mere Hisse Toh Aaye Hain Sada Hi Kaante,
Phool Na Jaane Kiski Bagiya Mein Khile…

Kaash Hamara Bhi Hota Dost Koi,
Hamara Jaadu Bhi Kisi Par Chal Pata,

Kabhi Mujhko Bhi Deta Moula Himaat,
Yeh Sagar Bhi Dil Ki Kah Pata…

Mujhe Kah Do Tum Alwida Yaaro,
Mujhe Lout Ke Aane Ko Mat Kahna,

Yeh Kasam Hai Tumko Meri Yaaro,
Tum Mere Liye Dukhi Mat Rahna…

Dosti Ka Farz Yun Hi Nibhate Rahenge,
Vakt Bevakt Aapko Satate Rahenge,

Dua Karo Ke Umar Lambi Ho Hamari,
Varna Yaad Ban Ke Aapko Satate Rahenge….

Chup Rahte Hain Ke Koi Khata Na Ho Jaaye,
Humse Koi Ruswa Na Ho Jaaye,

Badi Muskil Se Koi Apna Bana Hai,
Milne Se Pahle Hi Juda Na Ho Jaaye…

Ishq Mohabbat Toh Hazaron Karte Hain,
Gham E Judai Se Woh Sabhi Darte Hain,

Hum Toh Na Ishq Karte Hain, Na Mohabbat Karte Hain,
Hum Toh Bas Dosto Ki Ek Muskurahat Par Marte Hain….

Hai Chiragon Ki Tarah Jalta Hua Mera Vajud,
Woh Hua Khush Andhere Mein Pakar Mujhe,

Main Toh Sone Ki Karta Raha Koshish Magar,
Khud Hawaon Ne Jagaaya Lori Ga Gakar Mujhe….

De Rahe Hain Mere Apne Jahar, Ke Sagar Mujhe,
Lag Raha Hai Aaj Apna Ghar Paraya Ghar Mujhe,
Dosto Ka Yeh Tarika Ho Gaya Hai Aajkal,
Chheen Lete Hain Khusi Jakham Dikhakar Mujhe…

Dosti Ka Safar Bhi Kitna Suhana Hota Hai
Kabhi Hasna To Kabhi Rulana Hota Hai

Dil To Kehta Hai Sath Rahe Zindagi Bhar Lekin
Sabhi Ko Ek Din Bichad Jana Hota Hai…

Teri Dosti Hum Iss Tarh Nibhaynge
Tum Roj Ruth Jana Hum Roj Manaynge
Per Maan Jana Jab Hum Manaynge
Nahi To Hum Waha Chale Jaynge
Jaha Se Mudke Kabhi Na Aayenge…

Jab Koi Khayal Dil Se Takrata Hai
Dil Na Chah Kar Bhi Khamosh Rahe Jata Hai
Koi Sab Kuch Kehkar Dosti Jatata Hai
To Koi Kuch Na Keh Kar Bhi Dosti Nibhata Hai…

Nikalte Hai Aansoo Job Mulakat Nahi Hoti
Toot Jata Hai Dil Jab Bai Nahi Hoti
Teri Jaan Ki Kasam A Dost
Jab Tu Yad Na Aye
Aisi Koi Shaam Nahi Hoti…

Is Nazar Ko Tera Intezaar Rehta Hai
Dil Tumse Milne Ko Beqaraar Hota Hai
Tum Hamse Milo Na Milo
Phir Bhi is Dil Main Teri Dosti Ka Pyar Rehta Hai…

Hothon Pe Dosti Ke Fasane Nahi Aate,
Sahil Pe Samandar Ke Khazane Nahi Aate,

Udne Do Parindon Ko Abhi Shokh Hawa Mein,
Fir Laut Kar College Ke Zamane Nahi Aate…

Zindagi Ke Tohfan Ka Sahil Hai Teri Dosti,
Dil Ke Armaano Ki Manzil Hai Teri Dosti,
Zindagi Ban Jayegi Jannat,
Agar Sada Saath Rahegi Teri Dosti

Hasi Ke Raste Pe Chala Karo,
Khushiyo Ki Mahak Liya Karo,

Pyar Se Dilon Ko Chuha Karo,
Jahan Tumhe Gum Nazar Aaye,

Is Nacheez Ko Yaad Kiya Karo,
Har Kali Tujhse Khushboo Udhar Mange,

Aftab Tujhse Noor Udhar Mange,
Rab Kare Tu Dosti Aisi Nibhaye Ki Log Teri Dosti Udhar Mange…

Dosti Mein Dooriyan To Aati Rehti Hain,
Phir Bhi Dosti Dilo Ko Mila Deti Hai,

Wo Dost Hi Kya Jo Naraz Na Ho,
Per Sachi Dosti Dosto Ko Mana Leti Hai…

Tujhe Dekhe Bina Teri Tasweer Bana Sakta Hoon,
Tujhse Mile Bina Tera Haal Bata Sakta Hoon,
Hai Meri Dosti Mein Itna Dum,
Apni Aankh Ka Aansu Teri Aankh Se Gira Sakta Hoon…

Waqt Bhaut Kam Hai Sath Bitane Ke Liye,
Isko Na Gawana Kabhi Ruthne Manane Ke Liye,
Dosti To Humne Kar Li Aap Se,
Bas Thoda Sa Sath Dena Es Ko Nibhane Ke Liye..

Dosti Nazron Se Ho To Usse Kudrat Kahete Hai,
Sitaron Se Ho Toh Jannat Kahete Hai,
Aankhon Se Ho Toh Mohabbat Kahete Hai,
Aur Dosti Aap Se Ho Toh Kismat Kahete Hai…

Dunia Se Jene Ke Bhane Hazar Hote Hai,
Jo Jete Hai Bena Dosti Ke Wo Bekar Hote Hai,
Jo Karte Hai Sacchi Dosti Ki Kadr,
Bus Wahi Is Dosti Ke Haqdar Hote Hai…

Kuchh Fasle Sirf Aankhon Se Hote Hai,
Dil Ke Fasle Do Bato Se Hote Hai,
Koi Lakh Bhulane Ki Koshish Kare,
Par Dosti Ke Ristey Khatam Sirf Saason Se Hote Hai…

Har Kadam Par Imtihaan Leti Hai Zindagi,
Har Waqt Naya Sadma Deti Hai Zindagi,
Hum Zindagi Se Kya Shikwa Kare,
Aap Jaise Dost Bhi To Deti Hai Zindagi…

Koi Khud Se Bhi Pyaara Hota Hai,
Koi To Dil Ka Sahara Hota Hai,
Jaruri Nahi Zindagi Apne Liye Hi Pyaari Ho,
Zindagi Mein Koi To Zindagi Se Bhi Pyaara Hota Hai…

Pyar Karne Walon Ki Kismat Kharab Hoti Hai,
Har Waqt Inteha Ki Ghadi Sath Hoti Hai,
Waqt Mile To Rishto Ki Kitab Khol Ke Dekh Lena,
Dosti Har Rishtey Se Lajawab Hoti Hai…

Wo Dil Kya Kare Jo Milne Ki Dua Na Kare,
Tujko Bhool Kar Jiyun Khuda Na Kare,
Hogi Teri Yaari Meri Zindagi Bhar Ki Liya,
Yeh Baat Aur Hai Ke Zindagi Wafa Na Kare…

Agar Yeh Jeevan Jal Bhi Jaye,
Too Aansu Na Bahana Toh Eh Dost,

Zeevan Chaahe Tadap Bhi Jaaye,
To Phir Bhi Naa Tu Pyar Jataana…