Download Image

 Please wait while your url is generating... 3

YouTube channel free me kaise banaye? Step by step

By Anil Ganvit • Last Updated
YouTube channel free me kaise banaye? Step by step

 

 Dosto sabse pahale to ham ye jaan lete hai ki YouTube Chanel kyu banate hai? 

YouTube channel banane se kya fayada hota hai.?

          YouTube channel banane ke bahut sare karan hote hai, Kai log apne yaade sanza karana chahate hai, family ,Friends ke sath apani memory share karna chahte hai.par kabhi kabhi Ye personal video popular ho jate hai aur corore Log apki video dekhate hai aur share karte hai. kuchh log is madhyam se apne vichar, man ki baate dusaro tak share karte hai, kabhi kabhi ye  Video bahut popular ho jate hai.aur logo ko YouTube ki duniya me celebrity bana dete hai. kuchh log apani kala ka prdashan kar ke Music, dance, aur logo ko hasa kar manoranjan karte hai.in YouTube channel ke darshak kabhi kabhi TV channel se bhi jyada hote hai.kuchh chhoti aur badi company apni ads YouTube par dal kar apni product aur service’s bech ne ko kosis karte hai.

         Chale dost ham ab sikhte hai ki YouTube par free me channel kaise banate hai ?

sabse pahale friends Browser me YouTube open kijiye. aur uske baad apki Gmail ID se log in kare.

apke YouTube account ka dashboard open ho gaya hai,aab aapko Setting me jaana hoga (maine image me red box kare ke bataya hai) vanha pe click kare.

YouTube channel free me kaise banaye? Step by step

aab apke samne ak new page khulega us me niche Create a new channel likha hoga wanha pe click kare.

YouTube channel free me kaise banaye? Step by step

friends aab apko Apni channel ka Name likhana hoga aur Category selecte kare uaske baad Agree to the page term ke age Box me tick mark kare.

YouTube channel free me kaise banaye? Step by step

 friends aab apka YouTube channel ban chuka hai,aab ap video YouTube pe share kar sakte hai.

YouTube channel free me kaise banaye? Step by step

Dosto aap ko ye meri Jaankari kaisi lagi ? comments kar ke batana aur koi problems aaye to bhi comments karna mai aap ko help karunga.