Inspiring hindi shayari- 2023 | Inspirational Shayari in Hindi

Inspiring hindi shayari- 2023:- नमस्कार दोस्तों आपका स्वागत हैं www.anilganvit.in के नए Status और हिंदी Shayari Collection में. फ्रेंड्स इस पोस्ट में हम inspiring hindi shayari का नया कलेक्शन लाये हैं, अगर आप इंटरनेट पर inspirational shayari, inspirational shayari on life या फिर motivational shayari in hindi for success ,zindagi motivational shayari in hindi गूगल पर खोज रहें हो | दोस्त आज में कुछ इसी तरह के कीवर्ड से रेलेटेड  Inspirational Shayari in Hindi लाया हूँ | आसा करता हु की यह हमारा  Inspirational Shayari का सबसे अच्छा कलेक्शन पसंद आये |

inspirational shayari | inspirational shayari on life

हद ए शहर से निकली तो गाओं गाओं चली, कुछ यादें मेरे संग पांव पांव चली, सफ़र जो धूप का किया तो तजुर्बा हुआ, वो ज़िन्दगी ही क्या जो छाओ छाओ चली।

रो कर मुस्कुराने का मजा ही कुछ और होता है, जिंदगी में कुछ खो कर पाने का मजा ही कुछ और होता है, ज़िन्दगी में हार और जीत तो लगी रहती है, लेकिन हार के जीतने का मजा ही कुछ और होता है।

Inspiring hindi shayari

सफर में मुश्किलें आऐ, तो हिम्मत और बढ़ती है। कोई अगर रास्ता रोके, तो जुर्रत और बढ़ती है। अगर बिकने पे आ जाओ, तो घट जाते हैं दाम अक्सर। ना बिकने का इरादा हो तो, कीमत और बढ़ती है।

पंख फैलाये हुए मौर बहुत देखे है, घन पे छाये घनघोर बहुत देखे है, नाला कहता है समंदर से उमड़ना सीखो, हमने बरसात के ये शौर बहुत देखे है!

निगाहों में मंजिल थी, गिरे और गिरकर संभलते रहे, हवाओं ने बहुत कोशिश की, मगर चिराग आँधियों में जलते रहे।

motivational shayari in hindi for success

मत सोच की तेरा सपना क्यों पूरा नहीं होता, हिम्मत वालों का इरादा कभी अधूरा नहीं होता, जिस इंसान के करम अच्छे होते है, उसके जीवन में कभी अँधेरा नहीं होता।

संघर्ष के मार्ग पर जो वीर चलता हैं, वो ही इस संसार को बदलता हैं, जिसने अन्धकार, मुसीबत और ख़ुद से जंग जीती, सूर्य बनकर वही निकलता हैं।

राह संघर्ष की जो चलता है, वो ही संसार को बदलता हैं, जिसने रातों से है जंग जीती.. सुबह सूर्य बनकर वही चमकता है।

इन्हे भी पढ़ें  :

सच्चा प्यार करने वाली शायरी हिंदी में | pyar bhari shayari in hindi

pyar mohabbat ki shayari, ek tarfa mohabbat shayari, mohabbat par shayari

pyar mohabbat ki shayari, ek tarfa mohabbat shayari, mohabbat par shayari 

100+ ishq shayari in hindi, ishq wali shayari, Adhura ishq shayari in hindi

Wo Hame Bhul Gaye Shayari in Hindi | भूल गए तुम शायरी  

जिंदगी उसी को आजमाती है, जो हर मोडपर चलना जानता है, कुछ पा कर तो हर कोई मुस्कुराता है, जिंदगी उसी की है.. जो सबकुछ खो कर भी मुस्कुराना जानता है।

सुन ऐ ज़िंदगी मुश्किलों के सदा हल दे, थक न सके हम फुर्सत के कुछ पल दे, दुआ है दिल से सबको सुखद आज, और एक बेहतर कल दे..

सफ़र की हद है वहां तक की कुछ निशान रहे, चले चलो की जहाँ तक ये आसमान रहे, ये क्या उठाये कदम और आ गयी मंजिल, मज़ा तो तब है के पैरों में कुछ थकान रहे!

zindagi motivational shayari in hindi

Zindagi Usiko Aazmati Hai, Jo Har Mod Par Chalna Jaante Hain, Kuch Pakar To Har Koi Khush Rehta Hai, Par Zindagi Ussi Ki Hai, Jo Sabkuch Khokar Bhi Muskurana Jaanta Hai!

Bujhi Shama Bhi Jal Sakti Hai, Tufano Se Kashti Nikal Sakti Hai, Ho Ke Mayus Yun Na Apne Irade Badal, Teri Kismat Kabhi Bhi Badal Sakti Hai.

Gujari hui Zindagi ko kabhi yaad na kar, Taqdir me jo likha hai uski fariyad na kar, Jo hoga wo hokar rahega, Tu kal ki Fikar me apni aaj ki hansi barbad na kar!

Mehnat Lagti hai Sapno Ko Sach Banane Me,
Housla Lagta hai Bulandio Ko Pane Me,
Barso Lagte H Zindagi Bnane Me,
Aur . . . . . . . . . . . . .,
Zindagi fir b Kam Padti H “RISHTE” Nibhane Mein

Waqt jaisa b ho “Accha” ya “Bura” badalta zarur h,
.
Isliye acche waqt me kuch aisa mat karo
ki . . . . . . . . . . . . . . .
bure waqt me log apka saath chhod de

Kisi ne khoob kaha hai,
.
.
Raste kaha khatam hote hai zindagi k safar me,
Manzil to wahi hai jahan Khwahishen tham jaye.

Motivational Shayari in Hindi text

Guru Nanakji se pucha gya
.
.
Aap bade h fir bhi niche Q baithe hain?
.
Bahut khoobsurat andaz me unhone jawab diya,
.
.
“Niche baithne wala kabhi girta nahi”

Khuda dil ke irade aajmata h,
sapno ke parde aankho se hatata h,
hausla mat harna jidagi mein kabhi,
kyunki dard hi insaan ko jeena shikata h.

Inspirational Shayari in Hindi

Manzile insan ke hausle aazmati h,
Sapno ke parde aankho se hatati h,
Kisi bhi baat se himmat na harna,
Thokar hi insan ko chalna sikhati h.

Haath mein usko kalam ka aana accha lagta hai,
usko bhi school ko jana accha lagta hai.
bada kar diya ghardish ne waqt se pehle warna,
sar pe kisko bojh uthana achchha lagta ha.

Dur Rehkar Bhi Humse Vasta Rakhna,
Mulakat Na Sahi Par Bato Ka Silsila Rakhna,
Chu Lo Asmaa Ko Tum Ye Meri Tamanna H,
Par Hum Tak Vapas Aane Ka Rashta Rakhna.

Darr Nahi Lagta Mujhe Haar Jaane Se,
Haaro Ge Tum Mere Dur Jaane Se,
Aaj Paas Hun Toh Qadar Nahi Tumko,
Yaqeen Karo Toot Jaoge Tum Mere Chale Jaane Se.

In Nafraton Ki Deewaro Ko Todega Kaun,
Agar Digaj Nahi Karenge To Pehl Karega Kaun,
Is Duniya Mein Bahot Raste Hai Chalne Ki Liye,
Agar Sach Ke Raste Na Chala to Mujhe Yaad Karega Kaun,
Har Azadi Se Pehle Marna Padta H,
Agar Marne Se Dar Gaya To Mujhe Azad Karvavega Kaun.

Wo Khud Hi Teh Karta H Manjil Aasmano Ki,
Parindo Ko Nahi Di Jati Taleem Udaano Ki,
Rakhta H Jo Housla Aasmaan Chune Ka,
Usko Nhi Hoti Parwah Gir Jane ki.

Kamyabi kabhi badi nahi hoti,
Pane wale hamesha bade hote hai.
Darar kabhi badi nahi hoti,
Bharne wale hamesha bade hote hai.
Itihaas ke har panne par likha hai,
Dosti kabhi badi nahi hoti,
Nibhane wale hamesha bade hote hai.

Zindagi Choti Nahi hoti Bas Hamari
Khwaish Badal Jaati Hai,
Usi Tarah Koi Bura Nahi Hota Bas
Hamari Soch Badal Jaati Hai.

Rehne De Aasma Zameen Ki Talash Kar,
Sab Kuch Yahi Hai Na Kahi Aur Talash Kar,
Har Arzoo Puri Ho To Jine Ka Kya Maza,
Jeene Ke Liye Bas Ek Kami Ki Talash Kar.

Jeevan me “safal” hone ke liye.

3 Factory jaroor lagao…

1st: brain me ice factory.

2nd: juban me sugar factory.

3rd: heart me friendship factory.

Jeevan mein fal pane ke liye ,
sharam karni padti h,
ishwar sirf lakeeren deta h,
rang khud hi bharna padta h

Kya pata maut ka kab paigam aa jaye,
jindagi ki aakhir sham kab aa jaye,
me to talash karta hu aise mauke ko ‘Tahir’,
ki meri jindagi bhi kisi ke kaam aa jaye.

Baithe-Baithe zindgi Barbaad Na Kijiye,
zindgi Milti Hai Kuch Kar Dikhane Ke Liye,
Roke Agar Aasman Hamare Raste Ko,
To Taiyaar Ho Jao Aasman Jhukane Ke Liye.

Aisa Nahi Ki Raah Mein Rehmat Nahi Rahi,
Pairo Ko Tere Chalne Ki Aadat Nahi Rahi,
Kashti Hain To Kinara Nahi Hai Door,
Agar Tere Irado mein hai Bulandi Bani Rahi.

Waqt Se Lad Kar Jo Apna Naseeb Badal De,
Insaan Wahi Jo Apni Taqdeer Badal De,
Kal Kya Hoga Kabhi Naa Socho,
Kya Pata Kal Waqt Khud Apni Lakeer Badal de.

Dua hai ki kamyabi ke har sikhar pe aap ka naam hoga,
Aapke har kadam par duniya ka salam hoga,
Himmat se mushkilon ka samana karna hamari dua hai,
Ki waqt bhi ek din aapka gulam hoga.

Phulon se zyada haseen muskan ho aapki,
chand sitaron se zyada unchi shaan ho aapki,
zindagi ka sirf ek hi ho maksad aapka,
ki asman se bhi unchi rahe udan apki.

Raah e zindagi me aise mod bhi aate hai,
seedhe rakhe kadam bhi dagmaga jaate hai,
behake kadamo ko jo sambhal paate hai,
wo mukamal insaan kehlate hai.

Tu apne gamo ki yun numaish na kar,
jo teri kismat mein nahi hai use pane ki khawish na kar,
jo tera hai wo tere dar par chal kar khud ayega,
tu iss baare me hi soch kar apni zindgi barbaad mat kar.

Manzil Insaan Ke Hausle Aazmati Hai,
Sapno Ke Parde Ankhon Se Hatathi Hai,
Kisi Bhi Baat Se Himmat Na Harna mere dost,
Thokar hi Insaan Ko Chalna Sikhati Hai

hai bhala ye kaisa daur sab kuch berukha sa hai,
bin tere h sathiya ab jeena bhi daga sa hai,
roj puchenge wo haal ajnabiyo se mera,
ek din to vilayato mein aana-jana hona mera bhi hai.

Rehne Do Aasman Zameen Ki Talash Karo,
Sab Kuch Yahi Hai Kahi na Aur Talash Karo,
ho har khawaish Puri To Jeene Ka Maaza kya hai,
Jeene Ke Liye Bas Ek Kami Ko din-raat Talash Karo.

Muskilen dil ke irade aajmati hai,
sewpan ke parde nigahon se hatati hai,
hausala mat haar girkar oh mushafir,
thokare insaan ko chalna sikhati hai.

Musqilon Mein Bhag Jana Aasan Hota Hai,
Har Pehlu zindagi ka Imtehan Hota Hai,
Darne Walo Ko Kuch Milta Nahi Zindagi Mein,
sangarsh krne Walo Ke Kadmo Me Jaha Hota Hai.

Na kar tamanna aye dil tu kisi ko paane ki,
Badi bedard nigahe hai iss zamane ki,
Khud ko bana le kabil tu ab iss kadar,
Ki rakhe log tamanna sirf tujhi ko paane ki.

Ajab bemaqsad hai salsila-e-mohabbat bhi,
Yeh lamha humse ab guzara nahi jaata,
Nahi door tak jeet ke aasaar kahi bhi magar,
Na jaane kyu humse haara nahi jaata.

Khokar paane ka maja hi kuch aur hai,
Roo-kar muskurane ka maja hi kuch aur hai,
Haar to zindagi ka hissa hai mere dost,
Harne ke baad jitne ka maja hi kuch aur hai.

 इन्हे भी पढ़ें  :

Life Hindi shayari | Emotional shayari in hindi on life | Sad shayari on life

100+ very romantic shayari in hindi for girlfriend, romantic pyar bhari shayari ,bf ke liye shayari

sad shayari in hindi- | sad love shayari,dil tutne ki shayari | emotional heart touching shayari

Tanhai Shayari in Hindi | Raat ki tanhai shayari in hindi | तन्हाई शायरी