Zindagi Hindi Shayari-2023:- नमस्कार दोस्तों आपका स्वागत हैं www.anilganvit.in के नए Status और हिंदी Shayari Collection में. फ्रेंड्स इस पोस्ट में हम Zindagi Hindi Shayari का नया कलेक्शन लाये हैं, अगर आप इंटरनेट पर jindagi ki shayari , zindagi par shayari या फिरzindagi pe shayari, 2 line shayari on life in hindi, jindgi ki shayari ,zindagi aur dosti shayari गूगल पर खोज रहें हो | दोस्त आज में कुछ इसी तरह के कीवर्ड से रेलेटेड Zindagi Hindi Shayari लाया हूँ | आसा करता हु की यह हमारा yeh zindagi hindi shayari का सबसे अच्छा कलेक्शन पसंद आये |
jindagi ki shayari | zindagi par shayari
खुशी में भी आँखें आँसू बहाती रही, जरा सी बात देर तक रुलाती रही, कोई खो के मिल गया तो कोई मिल के खो गया, ज़िंदगी हम को बस ऐसे ही आज़माती रही।
है अजीब शहर की ज़िंदगी न सफर रहा न क़याम है कहीं कारोबार सी दोपहर कहीं बदमिजाज़ सी शाम है।
इन्हे भी पढ़ें :
Life Hindi shayari | Emotional shayari in hindi on life | Sad shayari on life
100+ very romantic shayari in hindi for girlfriend, romantic pyar bhari shayari ,bf ke liye shayari
sad shayari in hindi | sad love shayari,dil tutne ki shayari | emotional heart touching shayari
Tanhai Shayari in Hindi | Raat ki tanhai shayari in hindi | तन्हाई शायरी
थोड़ी मस्ती थोड़ा सा ईमान बचा पाया हूँ, ये क्या कम है अपनी पहचान बचा पाया हूँ, कुछ उम्मीदें, कुछ सपने, कुछ महकती यादें, जीने का मैं इतना ही सामान बचा पाया हूँ
jindgi ki shayari | zindagi aur dosti shayari
जुगनुओं की रोशनी से तीरगी हटती नहीं, आइने की सादगी से झूठ की पटती नहीं, ज़िन्दगी में गम नहीं फिर इसमें क्या मजा, सिर्फ खुशियों के सहारे ज़िन्दगी कटती नहीं।
ज़िन्दगी सिर्फ मोहब्बत नहीं कुछ और भी है, ज़ुल्फ़-ओ-रुखसार की जन्नत नहीं कुछ और भी है, भूख और प्यास की मारी हुई इस दुनिया में, इश्क ही इक हकीकत नहीं कुछ और भी है।
बड़े ही अजीब हैं ये ज़िन्दगी के रास्ते, अनजाने मोड़ पर कुछ लोग अपने बन जाते हैं, मिलने की खुशी दें या न दें, मगर बिछड़ने का गम ज़रूर दे जाते हैं।
zindagi pe shayari | 2 line shayari on life in hindi
Kitna Aur Badalu Khud Ko Zindagi Jeene Ke Liye, Ai Zindagi Mujhko Thoda Sa Mujhmein Baki Rehne De.
Jyada Khwahishein Nahin Ai Zindagi Tujhse, Bas Agla Kadam Pichhle Se Behatreen Ho.
Zindagi Log Jise Marham-e-Gham Jaante Hain, Jis Tarah Hum Ne Gujari Hai Woh Hum Jante Hain.
Pehle Se Un Kadamon Ki Aahat Jaan Lete Hain, Tujhe Ai Zindagi Hum Dur Se Pehchaan Lete Hain.
Yehan Sab Kuchh Bikta Hai Dosto Rehna Jara Sambhal Ke, Bechne Wale Hawaa Bhi Bech Dete Hain Gubbaron Mein Daal Ke.
Har Baat Maani Hai Teri Sar Jhuka Kar Ai Zindagi, Hisaab Barabar Kar Tu Bhi Toh Kuchh Shartein Maan Meri.
Zindage Har Pal Khas Nahi Hoti
Phuloon K Khusbu Hamesha Pass Nahi Hoti
Milna Hamare Taqdeer Me Likha Tha
Warna Itni Payari Dosti Hamare Itefaq Nahi Hoti
Duniya Me Haqiqat Ka Pata Kuch Nahi
Ilzam Hazaro H Khataa Kuch aNhi
Meri Zindgi Mei Kya Ha Padh Na Sakoge
Bas Ashqo Ke Daag Ha Aur Likha Kuch Nahi
Dosti K Naam Pay Deewaanay Chalay Aatay Hain
Shama K Peechay Perwaanay Chalay Aatay Hain
Tu Meri Zindagi Main Nahin Aana Chahata Na Aa
Par Aana Meri Moat Pay Us Din To Begaanay Bhi Chalay Aatay Hai..
Zindgi ABCD Hai
A= Aitbaar
B= Bharosa
C= Chahat
D= Dosti
E= Enaayat
F= Fesla
G= Gum
H= Humdam
I= Intjar
J= jasbat
K= Kismat
L= Lamhe
M= Mohabbat
N= Narajgi
O= Or
P= pyar
Q= Qurbani
R= Riste
S= Samjhota
T= Tanhai
U= Umeed
V= Viraniya
W= waada
X= Xcuse
Y= Yaadein
Or in sub feeling se milkar banti hai..
Z= Zindgi
yeh zindagi hindi shayari
Phool Bankar Muskarna Zindagi Hai
Muskura Ke Gum Bhulana Zindagi Hai
Mil Kar Khush Huye To Kya Hua
Bina Mile Rishte Nibhana Zindagi Hai
Zindagi Mey Her Khushi Mile Aap Ko
Aap Jis Cheez Ko Chahe Wo Mile Aap Ko
Bus Hame Zaroor Yaad Rakh Na
Hum Wo Hai Jo Duva-O-Mey Yaad Rakhe Aap Ko
Zara Si Zindagi Hain,Armaan Bohat Hain
Hamdard Nahin Koi,Insaan Bohat Hain
Dil Ka Dard Sunaye To Sunaye Kis Ko
Jo Dil Ke Qarib Hain,Wo Anjan Bohat Hain.
Khushiya Itni Ho K Aankhon Me Ansu Jam Jaye
Lamhe Ho Itne Hasi K Waqt B Tham Jaye
Dosti Nibhayenge Hum Apse Is Tarha
K Saath Guzra Har Pal Zindagi Ban Jaye
Meri Chahatain Tumse Alag Kab Hain
Dil Ki Batain Tumse Chupi Kab Hain
Tum Sath Raho Dil Main Dharkan Ki Jaga
Phir Zindagi Ko Sanson Ki Zarorat Kab Hai
Teri Ulfat Ko Kabhi Nakam Na Hone Denge
Teri Dosti Ko Kabhi Badnam Na Hone Dnge
Meri Zindagi Me Suraj Nikle Na Nikle
Teri Zindagi Me Kabhi Sham Hone Na Denge
zindagi shayari in hindi font| sad zindagi shayari in hindi
Maut Ke Baad Yaad Aa Raha Hai Koi
Mitti Meri Qabra Se Uthha Raha Hai Koi
Ya Khuda! Do Pal Ki Zindagi Aur De De
Meri Qabra Se Udaas Jaa Raha Hai Koi
Has Kar Jeena Dastoor Hai Zindagi Ka
Ek Yehi Kissa Mashhoor Hai Zindagi Ka
Beete Huye Pal Kabhi Laut K Nahi Aate
Yehi Sabse Bada Kasoor Hai Zindagi Ka
Na Koi Meri Manzil Hai Na Kinara
Tanhai Meri Mehfil Aur Yaadein Mera Sahara
Unse Bichad Kar Kuch Yun Waqt Guzra
Kabhi Zindagi Ko Tarse Kabhi Maut Ko Pukara
Toofan Mein Kashti Ko Kinare Bhi Milte Hein
Jahaan Mein Logo Ko Sahare Bhi Milte Hein
Duniya Mein Sab Se Pyari Hai Zindagi
Kuch Log Zindagi Se Pyare Bhi Milte Hein
Guzri Hoi Zindagi Ko Kabhi Yaad Na Ker
Taqdeer Mai Jo Likha Hai Uski Fariyaad Na Ker
Jo Hona Hai Wo Ho Ker Rahega
Tuu Fikar Mai Apni Hansi Barbaad Na Ker
zindagi par shayari in hindi
Jo Hum Mehsoos Kerte Hain
Agar Tum Tak Pohanch Jaye
Tou Bas Itna Samajh Lena
Ye Un Jazbo’n Ki Khusbuu Hay
Jinhai’n Hum Keh Nahi Sakte
Magar Tum Jo Ijazat Do
Tou Chand Lafzo’n Main Keh Doon
K Tum Bin Jee Nahi Sakte …
K Tum Bin Jee Nahi Sakte …
Hasna Zindagi Hai,
Has Kar Gum Bholana Zindagi Hai,
Jeet Kar Hanse To Kya Hanse,
Haar Kar Khushiyan Manaana Zindagi Hai
Humain Maloom Tha Anjaam Ishq Ka Lekin,
Jawani Josh Par Thi, Zindagi Barbaad Kar Bethay
Baithe-Baithe Jindgi Barbad Na Kijiye
Jindgi Milti Hai Kuchh Kar Dikhane K Liye
Roke Agar Aasman Hamare Raste Ko
To Taiyar Ho Jao Aasman Jhukane K Liye
Mery Wajood Se Lipti Khushbo Tere Naam Ki Hai
Meray Dil Me Basi Her Ek Dharken Tery Naam Ki Hai
Itna Yaqeen Ker Lay Meray Hamnasheen
Bin Tery Meri Zindagi Baynaam Si Hai
इन्हे भी पढ़ें :
सच्चा प्यार करने वाली शायरी हिंदी में | pyar bhari shayari in hindi
pyar mohabbat ki shayari, ek tarfa mohabbat shayari, mohabbat par shayari
100+ ishq shayari in hindi, ishq wali shayari, Adhura ishq shayari in hindi
Yoon Badi Der Se Paimaana Liye Baitha Hoon
Koi Dekhe Vo Ye Samajhe Piye Baitha Hoon
Zindagi Bhar Ke Liye Rooth Ke Jaane Waale
Main Abhi Tak Tasveer Liye Baitha Hoon
Zindagi Humein Deekh Ke Rohi Akele Ja Ke
Hosh Mein La Ke Humein Kudh Tanhai Mein Rehi
Pagal Thi Zindagi Kuch Naam Se
Le Dard Asa De Ke Gai Bewafai Ke Naam Se
Zindagi Roz Naye Rang Mein Dhal Jaati Hai
Kabhi Dushman To Kabhi Dost Nazar Aati Hai
Kabhi Chaa Jaaye,Baras Jaaye,Ghata Beymausam
Kabhii Ek Boond Ko Bhi Rooh Taras Jaati Hai
Zindagi Se Poocho Ye Kia Chahti Hai
Bus Ek Teri Wafa Chahti Hai
Kitni Masoom Or Nadan Hai Zindagi
Khud Bewafa Hai Or Wafa Chahati Hai
Zindagi Chahiye Mohabbat Main
Ye Ghari Doo Ghari Ki Baat Nahi
Aap Say Koi Bhi Nahi Pehlay…
Aap K Baad Koi Zaat Nahi….!!
Zindagi Ki Raahon Mein Aise Mor Bhi Aate Hain
Saawan Ke Saath-Saath Yehan Patjar Bhi Aate Hain
Aansuwon Ke Saagar Mein Moti Bhi Milte Hain
Jo Dhoond Le Ose Wo Zindagi Mein Muskurate Hain
Sakht Rahon Mein Ab Asan Safar Lagta Hai,
Ab Anjan Ye Sara He Shehar Lagta Hai,
Koi Nahi Mera Zindagi Ki Rahon Me,
Mera Ye Gum He Mera Humsafar Hai Lagta Hai.
Zindagi Hindi Shayari | Tum meri zindagi ho shayari
Dil Mein Tumhare Apni Kammi Chore Jaaien Ge
Aankhon Mein Aanson Ki Nammi Chore Jaaien Ge
Yaad Rakhna Mujhe Doondte Phiroo Ge Aik Din
Jabh Yeh Hum Zindagi Chore Jaaien Ge
Pyar Kar K Kisi Ko Dhoka Nai Dena
Doston Ko Aansuon Ka Tofa Nai Dena
Koi Roye Aap Ko Yaad Kar K
Zindagi Mai Kabhi Esa Mouka Nai Dena
Zindagi Me Kabhi Pyar Mat Karna
Ho Jaye To Inkar Mat Karna
Nibha Sako To Isme Kadam Rakhna
Varna Kisi Ki Zindgi Barbad Mat Karnaa
Zindgi Ki Rah Ma Rasty Badal Jaty Hen
Waqt Ki Andhi Ma Insan Badal Jaty Hen
Sochty Hen Tumhe Itna Yad Na Karen Lekin
Ankh Band Karty He Irady Badal Jaty Hen
Ishq fana ka naam hai ishq mein zindagi na dekh
jalva-e-aftab ban zarre mein roshani na dekh
shauq ko rahnuma bana jo ho chuka kabhi na dekh
aag dabi hui nikal aag bujhi hui na dekh
tujh ko khuda ka vasta tu meri zindagi na dekh
jis ke sahar bhi sham ho us ke siyah shavi na dekh
Awaj K Piche Ki Jo Khamoshi Jan Sake
Mere Sukhi Hui Jindgi M Jo Rang Dal Sake
Meri Dikhai Hui Jindagi Dekh K To Sabhi Haste H
Dhund Raha Hu Koi Isa Shaqks Jo Mere Dard Ko B Pehchan Sake
Paani Se Tasvir Kahan Banti Hai,
Khwabo Se Takdir Kahan Banti Hai,
Kisi Ko Chaho To Sacche Dil Se,
Knunki Yeh Zindagi Phir Kahan Milti Ha