www ka full naam world wide web hai.usko webpage se bhi jaana jata hai, www Internet par propagation aur ek dusare ke sath inter connection Se Juda huva documents ka group hai jiski Rchana spider ki net jaise hai.www ka sanchalan world wide web Cnsortium-w3c karti hai, Ye ak international organization hai.
Janiye www ka parts kon kon se hai.?
1. Webpage:-
webpage means HTML file ke rup me Use kar ke banaya huva Electronic documents.
2.web browser:-
Web browser ak software program hai.Jo log Internet use karte hai usko internet use karne ki suvidha dete hai.
example :- Microsoft internet Explore , Mozilla firefox , Google chrome , apple, safari aur opera.
3.web server:-
Web server ak alag hi type ka software hai,is ki madad se website ko Internet par display karne ke liye upayogi hai.
4.website:-
Website means sabhi webpages ko ak jagah pe rakha jata hai, Website ak electronic document hai.
Example:- www.mytechsafar.in
5.Home page:-
Website ka pahela page ko home page se jaana jata hai, Jis page me new pages par jaane ki link di jaati hai.
6.Hyperlink:-
Hyperlink ka use kar ke website ke related other pages pe jaa sakte hai.
7.HTML :-
HTML( Hyper text Markup Language) webpage bana ne ki language hai. HTML me tag ka use hota hai aur tags ke jariye Web browser ko information diye jati hai.
8. URL:-
URL ka full name Uniform Resource Locator hai. URL ae documents ka address hai. URL normally Protocol://hostname:port/ is type ka url hote hai.Protocol ka address 80 hai. Path means folder ka name.