Tanhai Shayari in Hindi:- नमस्कार दोस्तों आपका स्वागत हैं www.anilganvit.in के नए Status और हिंदी Shayari Collection में. फ्रेंड्स इस पोस्ट में हम Tanhai Shayari in Hindi, Raat ki tanhai shayari in hindi, main aur meri tanhai shayari का नया कलेक्शन लाये हैं, अगर आप इंटरनेट पर Tanhai Shayari in Hindi-2023 , या फिर दर्द ए तन्हाई शायरी,तन्हाई शायरी 2 लाइन,अकेलापन शायरी,तन्हाई शायरी इन हिंदी मै और मेरी तन्हाई शायरी,रातों की तन्हाई शायरी message, गूगल पर खोज रहें हो, दोस्त आज में कुछ इसी तरह के कीवर्ड से रेलेटेड Tanhai Shayari in Hindi लाया हूँ | आसा करता हु की यह हमारा तन्हाई शायरी का सबसे अच्छा कलेक्शन पसंद आये |
Tanhai Mein Hum Teri Taakte Hain Raahein,
Tumhe Dekhne Ko Tarsati Hain Nigahein,Bekhudi Ka Yeh Aalam Hai Kaisa,
Tumhe Yaad Karke Nikalti Hain Aahein…
Tere Hote Huye Bhi Tanhai Mili Hai,
Wafa Karke Bhi Dekho Buraai Mili Hai,Jitni Dua Ki Tumhe Pane Ki,
Us se Jayada Teri Judai Mili Hai…
main aur meri tanhai shayari
Aankhein Roi Padhi Hani, Na Unka Paigam Aaya
Chale Gaye Humein Akela Chodkar, Yeh Kaisa Mukaam AayaMeri Tanhai Mujhpar Hansi Yeh Keh Kar, Aur Boli
Bataa Aakhir Mera Siva Tere Kaun Kaam Aaya…
Sabhi Karte Hain Pyar Jeevan Mein,
Jo Humne Bhi Kiya Toh Kya Hua,Sabhi Karte Hain Haasil Khusiyan Magar,
Jo Humne Gham Liya Toh Kya Hua….
Tanhai Se Dar Nahi Lagta Mujhe,
Mahfil Se Ghabra Jata Hun Main,Koshish Karta Hun Yaadein Dafnane Ki,
Magar Tujhko Bhool Nahi Pata Hun Main…
Woh Khwabo Mein Aakar Rulate Hain,
Hakikat Mein Na Aakar Tadpaate Hain,
Jinko Hum Samjhaya Karte The Kabhi,
Woh Log Aaj Humko Samjhate Hain…
tanhai ki shayari
Hamin Jaante Hain Ke Kaise Khuda Se,
Tujhe Manga Hai Humne Eh Yaar Mere,
Teri Judai Ab Main Sahunga Nahi,
Sada Kareeb Rahna Dilbar Mere…
Na Dil Hota Na Lagate Yaaro,
Yeh Jeevan Hans Kar Bitate Yaaro,
Hansane Par Aa Jaate Hain Aansu,
Hamein Aise Toh Na Tadpaate Yaaro…
Raat Ki Tanhai Dasti Hai,
Yaar Ki Bewafayi Hasti Hai,
Pyar Mein Mila Jo Tohfa Ise,
Sagar Ko Woh Ruswayi Dasti Hai…
Bhale Bhool Jana Aap Hamein,
Hum Aapko Bhool Na Paayenge,
Aapka Hi Saath Mangenge Sada,
Hum Jab Bhi Jahan Mein Aayenge…
tanhai sad shayari
Insan Kahan Marta Hai Auron Ka Mara Hua,
Insan Ko Khud Uski Tanhai Maar Deti Hai,Yun Toh Ji Bhi Sakta Hai Yeh Yaar Ki Judai Mein,
Magar Isko Toh Yahan Jag Hansayi Maar Deti Hai…
Chhod Do Tanhai Mein Mujhko Yaaro,
Saath Mere Rahkar Kya Paaoge,Agar Ho Gayi Aapko Bhi Mohabbat Kabhi,
Sagar Ki Tarah Tum Bhi Pachhtaoge…
Logon Ki Bheed Mein Toh Maalun Nahi Hota,
Magar Tanhai Mujhe Bahut Sata Jaati Hai,Aap Toh Aate Nahi Ho Bulaane Par Bhi,
Aapki Yaad Na Jaane Kyu Chali Aati Hai
raat ki tanhai shayari in hindi-2021
Har Pal,
Mujhe Tumhari Yaad Aati Hai,Baarish Ki Har Boond,
Tumhari Yaad Dilaati Hai,Meri Parchayi Mein,
Tu Nazar Aati Hai,Jab Bhi Dakhna Chahun Tumhe,
Tum Toh Nahi, Meri Tanhai Nazar Aati Hai….
Zindagi Intezaar Jaisi Hai,
Door Tak Rahgujar Jaisi Hai,Chand Bechehra Aahto Ke Siwa,
Saari Basti Majar Jaisi Hai,Raaste Chal Rahe Hain Sadiyon Se,
Koi Manjil Dhool Jaisi Hai,Koi Tanhai Abnahi Tanha,
Har Khamoshi Jaisi Hai,Zindagi Roj Ka Hisab Kitab,
Kimati Shay Udhar Jaisi Hai…
दर्द ए तन्हाई शायरी
Hole Hole Dil Ka Dard Badha Hai,
Tanhai Ka Dard Athah Chada Hai,Ab Umeedo Ki Tassliya Chhodo,
Naya Paitra Fir Se Ek Ghada Hai,Sarangi Tanhai Ki Mat Chhodo,
Abhi Abhi Fir Uska Patr Padha Hai,Kis Se Karna Sikwe Aur Sikayat,
Aawara Dil Par Iljaam Madha Hai,Sadiyon Ka Sannata Mann Mein Utra,
Bechare Dil Ne Kya Julm Lada Hai…
Koi Toh Batata Ki Kis Taraf Gaye Budhe,
Unka Pata Milega Toh Tumhe Bataunga,Thak Toh Gaya Hu Abhi Hai Josho Junun Baaki,
Shuruat Kar Do Jamana Sar Pe Uthaunga,Mahlon Ke Ird Gird Hain Kaanton Ki Jhadiyan,
Pathar Mein Phool Khoon E Jigar Se Khilaunga,Baithoge Mere Sath Kabhi Chandani Mein Jab Tum,
Tanhaiyon Ki Dastan Tab Bataunga…
तन्हाई शायरी 2 लाइन
Tanhaiyan Khamoshiyan Gham Salonsal,
Ab Nahin Uthta Hai Koi Bhi Khyal,Dard Ko Ab Kuchh Dusra Naam De Do,
Khatm Hi Hota Nahin Iska Kamal,Haay Bachpan Ki Kahani Narm Najuk,
Laplapata Zindagi Ka Har Sawal,Nahi Lajjat Ab Tumahare Khwab Mein Bhi,
Sikayat Kaisi Bhala Kaisa Malal,Door Tak Hai Apni Masti Ka Surur,
Jankar Bhi Kya Karoge Mere Haal…
Akele Baith Kya Sochte Ho,
Ye Tanhai Hai Dakhil Bekasi Mein,Tumhe Khul Jaayegi Dil Ki Tamanna,
Abhi Hai Band Khusbu Is Kali Mein,Woh Lekar Kya Karen Ask Ke Dil,
Kisi Mein Daag Hai Kanta Kisi Mein,Tumhe Kya Chhodkar Khush Ho Eh Daag,
Ki Tum Toh Roye Dete Ho Khusi Mein
Chhod Gaye Pardesh Mujhe,
Kya Khat Likhna Bhi Bhool Gaye,Main Aisi Abhagan Hu,
Mujhe Yaad Karna Bhi Bhool Gaye,Khat Likhne Se Kya Fayda,
Jab Jawab Aap Dete Hi Nahin,Tanhai Mein Rone Se Kya Fayda,
Jab Aap Pass Aate Nahin…
Aas Thi Jinse Hamein Khusi Ki Yaaro,
Usne Hi Zindagi Mein Gham Milaye Meri,Yakin Hai Humko Ek Din Tanhai Mein,
Kabhi Toh Yaad Karegi Woh Wafaye Meri,Teri Yaadein Jab Satane Lage Mujhko,
Dil Halka Karne Ko Ro Leta Hu,Kabhi Hoton Se Kabhi Aankho Se Lagakar,
Tera Rumal Asko Se Bhigo Leta Hu…
अकेलापन शायरी
Chadti Jawani Mein Aaye Pardesh,
Use Kamina Kahte Hain,Chalti Ho Kamar Lachka Ke,
Yeh Dosh Hai Najar Ka,Aaye Jo Mere Pass Toh Muh Fer Ke Baithe,
Yeh Aaj Naya Aapne Dastoor Nikala,Hawa Ke Saath So So Kha Gaye Bal,
Najakat Dekhiye Unki Kamar ki…
Zindagi Ki Raaho Mein Har Kadam Par Tanhayi Hai,
Koi Mere Saath Nahi Bas Teri Bewafayi Hai,Mere Sahar Mein Yeh Dar Diwar Kis Ki Hai,
Yaha Meri Mohabbat Thi Aaj Majar Kis Ki Hai,Mila Tha Jo Ek Sathi Woh Bhi Hum Se Chhutha Hai,
Bewafa Nahi Jab Woh Fir Kyu Hum Se Rutha Hai,Is Tarah Se Mujhe Barbaad Kiya Hai Usne,
Ki Sham Kuchh Bhi Nahi Subah Kuchh Bhi Nahin…
Hum Phool Hain Gulab Sahi,
Daaman Kaanto Ne Thama Hai,Apno Ne Hamein Thukraya Hai,
Haath Gairo Ne Thama Hai,Roti Hai Aaj Hum Par Tanhai Humari,
Woh Bhi Na Paaye Shayad Parchhayi Humaari,Tumhaari Dosti Ko Dekhkar Sabhi Rask Karta Hain,
Jo Bas Chalta To Duniya Chin Leti Zindagi Teri…
तन्हाई शायरी इन हिंदी
Yaad Karte Hain,
Tumhe Tanhaayi Mein,Dil Dooba Hai,
Ghamon Ki Gahrayi Mein,Hamein Mat Dundhna,
Duniya Ki Bheed Mein,Hum Milenge Tumko,
Tumhari Hi Parchhayi Mein
Unki Adhik Sohbat Ne Hi,
Unse Badi Mohabbat Karva Di,Unki Adhik Mohabbat Ne Hi,
Unse Kadi Nafrat Karva Di,Khasa Vakt Gujra Tha Tanhai Mein,
Bepanah Tadap Tadap Kar,Unki Adhik Nafrat Ne Hi,
Unse Fir Mohabbat Karva Di…
Tere Shaher Se Bahut Door Chali Gayi Hu Main,
Fir Bhi Teri Tanhai Mein Teri Yaado Mein Aaungi Main,Tu Bhul Gayi Hai Bhale Hi Voh Kasamein Saari,
Par Dosti Ki Har Kasam Nibhaya Karungi Main,Tu Kabhi Pareshan Mat Hona Meri Dost,
Chaahe Kitna Bhi Main Ashq Bahaya Karu Teri Judai Mein,Mera Pyar, Meri Dosti Tumhe Ek Din Khinch Layegi,
Tab Tak Yaado Se Hi Khud Ko Bahlaya Karungi Main,Tum Kar Lena Saari Shikayatein Mujse,
Dekh Lena Eki Din Tumhe Gale Lagaungi Main
मै और मेरी तन्हाई शायरी
Palko Pe Aansu Kyun,
Tanhai Mein Hote Hain,Dil Kyu Kisi Ki Yaad Mein,
Itna Rote Hain,Yaad Jab Aati Hai Kisi Ki,
Toh Dil Ko Sukun Milta Hai,Tute Dil Kahan Chain Ki,
Saans Sote Hain…
Jaane Taqdeer Mujhe Gher Kahan Layi Hai,
Ab To Khud Se Bhi Ruswai Hi Ruswai Hai,
Koso’n Door Mujhse Meri Parchhai Hai,
Mere Saath Sirf Meri Tanhai Hai,
Na Jaane Mujhse Kya Khata Hui Sahil,
Meri Zindagi, Meri Hi Na Rhi Sahil…
Anjaan Shahar Ke Anjaan Raste,
Meri Tanhaayi Par Muskarate Rahe,Mein Bahut Der Tak Yunhi Chalti Rahi,
Tum Bahut Der Tak Yaad Aate Rahe….
Kisi Ko Isq Ki Achhayi Ne Maar Dala,
Kisi Ko Isq Ki Gahrai Ne Maar Dala,Karke Isq Koi Na Bacha,
Jo Bach Gaya Use Tanhayi Ne Maar Dala…
Apno Ko Door Hote Dekha,
Sapno Ko Choor Hote Dekha,
Are Log Kahte Hain Ke Fool Kabhi Rote Nahin,
Hamne Foolon Ko Bhi Tanhaiyon Mein Rote Dekha
Mere Baad Kidhar Jaayegi Tanhaai,
Main Jo Maraa To Mar Jaayegi Tanhai,Main Jab Ro Ro Ke Dariya Ban Jaunga,
Us Din Paar Utar Jaayegi Tanhaai,Tanhhai Ko Ghar Se Rukhsat Kar To Do,
Socho Kis Ke Ghar Jaayegi Tanhaai,Veerana Hun Aabadi Se Aaya Hun,
Dekhegi Toh Dar Jayegi Tanhaai,Yun Aao Ki Paon Ki Bhi Aawaj Na Ho,
Shor Huva Toh Mar Jaegi Tanhai…
tanhai shayari in hindi for girlfriend
Aansuon Ko Bahut Samjhaya,
Ki Tanhai Mein Aaya Karo,
Is Tarah Mahfil Mein,
Hamara Majak Mat Udaya Karo,
Is Par Aansu Tadap Kar Kahte Hain,
Itne Logon Mein,
Aapko Tanha Paate Hain,
Isiliye Chale Aate Hain
Akela Mehsoos Karo Jab Tanhai Mein
Yaad Meri Aaye Jab Judai Mein
Main Tumhare Pass Hun Har Pal
Jab Chahe Dekh Lena Apni Parchhayi Mein…
Wo aksar tanha chhod jate hain
Bas mera dard mere sath rah jata hai
Main hanskar gale lag jata hu
Jab dard akela rah jata hai…
Tanha rehne ko majbur ho gaya hoon main,
Tujhe yaad karke zamaane Se kho gaya hoon main,
Yun na jgaa mujhe gehri neendon se zalim,
Odh ke kafan kabar mein so gaya hoon main…
Ek pal ehsas ban ke aate ho
Or dusre pal khwab ban k udd jaate ho
Yeh maloom hai ki tanhai se dar lagta hai hamay
Phir bhi bar bar tanha chhor jaate ho…
Ashqon ke rang to mere aaj bhi feekey hain,
Tanhai mein bhi jiney key kuch tareekey hain,Eik waqt aisa nahi hota ke bhool jaayen tujhe,
Bas muskaraney ke bahane maine bhi seekhey hain,Hamney to andheron me jalney ki kasam khayi hai,
Aur harwaqt teri yaadon ke ujalon me bhi bheegey hain,Ek tum hi to kahin nahi jaatey merey dil se nikal kar,
Pehle tum aatey ho dil mein, aur dhadkane peeche hain…
Usne Mujhe Apni Bewafai Ka Sabut De Diya,
Mujhe Meri Khushiyo Ki Judai Ka Sabut De Diya,
Usne Dikha Diya ’Kumar’ Ishq-E-Wafa Ka Anjaam Kya Hota Hai,
Mujhe Duniya Ki Bheed Me Meri Tanhai Ka Sabut De Diya
Tum Kya Jaano Kya Hoti Hai Tanhai,
Tute Hue Patte Se Puchho Kya Hoti Hai Judai,
Yu Bewafai Ka Iljam Na Do Mere Dost,
Is Waqt Se Puchho Kab Yaad Teri, Mujhe Nahi Aai…
Phir Aaj Wahi Saam Hai Saath Mein Hai Meri Tanhai
Zindagi Kuch Thami Huyi Si Lagti Hai Kaisi Hai Yeh Khudaai
Koshish Karta Hun Kisi Tarah Byaan Kar Sakun Apne Jazbaton Ko
Sayad Isiliye Ban Jaati Hai Aksar Anjaane Mein Koi Rubai…
Tanhaiyan Kaisi Hoti Hain?
Shayad Tumhare Jaisi Ya Mere Jaisi Hoti Hain
Duniya Ki Iss Bheed Mein Maine Tumhe Or Mujhe Akela Sa Paya Hai
Ek Pyari Si Muskaan Ke Peeche Udasi Ko Paya Hai
Baat Tumhari Ho Ya Meri Aajmane Wale Khuda Ne Khub Aajmaya Hai
Bas Dil Ke Kisi Kone Me Ek Takleef Mehsus Hoti Hai Ki
Aaj Tak Na Tumne Mujhe Samajh Paya Hai Na Maine Tumhe Samajh Paya Hai…
Waqt Guzrega Toh Hum Sambhal Jayenge
Maut Se Pehla Samajh Jayenge
Ki Bewafai Unki Fitrat Hai, Na Ki Majburi
Tanhai Mein Hi Sahi, Hum Phir Se Bus Jayenge…
Zindgi Basar Nahi Karte Tanha
Tanhai To Murdo Ka Naseeb Hota Hai
Woh Bewafa Hai To Bewafa Hi Sahi
Bewafa Bhi Dil Ke Kareeb Hota Hai…
Bahut Kuch Hai Dil Ki Gehrai Mein
Tadaph Jata Hai Dil Raat Ki Tanhai Mein
Yun Ton Kehne Ko Dost Bahut Hain
Par Fark Hota Hai Saya Aur Parchhai Mein…
Tanhai Iss Tarah Barsi
Ke Gham-E-Ishq Mein Jam-E-Sharab Pee GayaTere Intezar Mein Arsa-E-Hastee
Gard-E-Gham Taras Khaa Ke Pee GayaaDil Kii Dharkan Mein Teri Yaadein Bikhar Gayee
Bujh Gai Roshni Meri Jab Terii Raan’aaii Chali GayiiDil Ki Bebsi Meri Koi Tawaazun Na Rahi
Bhool Gaya Sara Jamana ‘Sheikh’ Woh Mujko Chhod Gayii
Kisi Ne Hume Rulaya To Kya Bura Kiya
Dil Ko Dukhaya To Kya Bura Kiya
Hum To Pehle Se Hi Tanha The
Kisi Ne Ehsas Dilaya To Kya Bura Kiya?…
In Behte Hue Aansuon Se Aqidat Hai Mujhe Bhi
Unki Tarha Hi Khud Se Shikayat Hai Mujhe Bhi
Wo Agar Nazuk Hain To Main Bhi Pathar Nahi
Tanhai Mein Rone Ki Aadat Hai Mujhe Bhi…
Hum Apni Hasti Mitakar Bhi Tanha Hain
Sab Kuch Luta Kar Bhi Tanha Hain
Log Door Tak Jate Hain Kisi Ke Liye
Aur Hum Uske Paas Rehkar Bhi Tanha Hain
Zikr Unka Hi Aata Hai Fasane Mein
Jinko Jaan Se Zyada Chaha Hai Zamane Mein
Tanhai Mein Unki Hi Yaado Ka Sahara Mila
NaKamyab Rahe Jinko Aqsar Bhulane Mein
Dur Tak Tanhai Bhara Safar Hai
Na Koi Sathi Na Koi Humsafar Hai
Chale Jate Hain Dil Mein Ye Soch Kar Ki
Bas Agle Mod Par Khushiyon Ka Shaher Hai…
Pal Pal Tanhai Me Tadapta Raha
Teri Yaadon Ke Tufano Se Ladta Raha
Koi Puchta To Kehta Theek Hu Main
Kaun Jaane Kaise Mar-Mar Kar Jeeta Raha Main…
Tufaan Me Bikhrate Chale Gaye
Tanhai Ki Gehrai Me Utarte Chale Gaye
Jannat Thi Har Subah Sham Jin Dosto Ke Sath
Ek-Ek Kar Ke Sab Bichhadte Chale Gaye
Jo Na Hoti Mohabbat Ye Aansu Na Hote
Dil Bhi Na Khota Aaj Tanha Na Hote
Deewano Si Apni Ye Haalat Na Hoti
Agar Jahan Mein Apna Koi Aur Bhi Hota…
Wohi Raat Ki Khamoshi Aur Tanhai
Yeh Hawa Kisi Ki Yaad Le Aayi
Hum To Baith Kar Uss Chand Ko Dekh Rahe The
Phir Na Jane Kyon Yeh Aankh Bhar Aayi
Umar Bhar Tanhai Ka Hissa Rahe
Ye Na Pooch Ke Hum Kaise Zinda Rahe
Us Se Keh Do Ki Ab Kisi Se Bhi Ja Kar Mile
Wo Humare Nahi, Hum Uske Na Rahe
Kaanton Si Chubhti Hai Tanhai
Angaron Si Sulagti Hai Tanhai
Koi Aa Kar Hum Dono Ko Hansa De
Main Rota Hoon Rone Lagti Hai Tanhai
tanhai shayari in hindi font
किसी रोज़ शाम के वक़्त,
सूरज के आराम के वक़्त,
मिल जाए साथ तेरा,
ना जाने इतनी मुहब्बत कहां से आई है उसके लिये;
कि मेरा दिल भी उसकी खातिर मुझसे रूठ जाता है।
हम अपनी हस्ती मिटाकर भी तनहा हैं
सब कुछ लूटा कर भी तनहा हैं
लोग डोर तक जाते हैं किसी के लिए
और हम उसके पास रहकर भी तनहा हैं.
हर तरफ नूवर है खुशबू है,
तेरी आँखों में कैसा जादू है,
सारी दुनिया है मेरी झोली में
और मेरी दुनिया बस तू है…
ना घटने का डर, ना लुटने का डर,
न जरूरत वारिस की न तालों की,
नींद आती है, सुकून की हर रोज,
यही दौलत है, बिन दौलत वालों की…
मेरी ज़िंदगी मे तन्हाई का आलम
कुछ ऐसे गुज़र रहा है दोस्त..
अब जब कभी मेरी खुद की परछाई
भी नज़र आ जाए तो लगता है बड़ी भीड़ सी हो गयी..!
ये बेगानी शाम बस कुछ पल की मेहमान है
रु ब रु मेरे कोई अपना नही, एक सुनसान है
हम उधर को चले जिस डगर पे मेरी तन्हाई है
उस शहर मे जहाँ किसी से ना मेरी पहचान है.
हमारे चले जाने के बाद ये समंदर की रेत तुमसे पूछेगी,.
कहाँ गया वो शाकस जो तन्हाई में आकर बस तेरा ही नाम लिखा करता था,.
बिसवास बनके लोग ज़िंदगी मे आते है
खवाब बनके आँखों मे समा जाते है
पहले तो ये यकीन दिलाते है की वो हमारे है
फिर ना जाने क्यूँ तन्हा छोड़ जाते है
याद तेरी विच सानू चैन कोई ना
सादे उत्ते तेनू रहम कोई ना
हॉरेन नू तू दिन रात स्मस करे
सादे लेई तेरे कॉल टाइम कोई न
दर्द दिलों के कम हो जाते;
मैं और तुम अगर हम हो जाते;
कितने हसीन आलम हो जाते;
मैं और तुम गर हम हो जाते।
बेवक़्त को झुँझलाकर रो पड़े,
खोकर कभी उसे तो कभी पाकर रो पड़े,
खुशिया हमारे पास कहा मुस्तकिल रही,
बाहर कभी हासे तो घर आकर रो पड़े,
कब तक रोएंगे किसिके सोग में बैठकर,
हम ये खुदको कितनी बार समझा कर रो पड़े…
मुझपे ऐतबार किया था तुमने एक दिन
तुम भले तोड़ दो, हम कभी न तोड़ेंगे
तेरे वादे, तेरे कसमों को चुन-चुनकर
अपने यादों की ये कलियां सजाई है
कहां से अश्क के तारे निकलके आए हैं
कहां से बर्फ के आतिश पिघलके आए हैं
तेरे गाल गर्म हो रहे हैं जिस पानी से
वो किस आग का भेष बदलके आए हैं
देखा जब मेने सपना तो तुजे पाया .
मेने बेचेनी में एक सुकून पाया
जब तुजे देखो बेगानों के साथ
हद से ज्यादा खुद को तन्हा पाया
मुझे इतनी ख्वाहिश दे दी के
हर ख्वाहिश पे दम निकले,
दिलके सभी अरमान पूरे कर देकी जान भी निकले तो कम निकले
तन्हाई से दर नही लगता मुझे,
महफ़िल से घबरा जाता हूँ मैं,कोशिश करता हूँ यादें दफ़नाने की,
मगर तुझको भूल नही पता हूँ मैं….
दिल से दिल बड़ी मुश्किल से मिलते हैं!
तुफानो में साहिल बड़ी मुश्किल से मिलते हैं!
यूँ तो मिल जाता है हर कोई!
मगर आप जैसे दोस्त नसीब वालों को मिलते हैं!
गुलाब तो टूट कर बिखर जाता है;
पर खुशबु हवा में बरकरार रहती है;
जाने वाले तो छोड़ के चले जाते हैं;
पर एहसास तो दिलों में बरकरार रहते हैं।ो…
शमा परवाना छोड़ो अपने प्यार की बात करो,
मातम का शौक छोड़ो अपने यार की बात करो,
रोने से नज़रों के आश्क सुख गये है अब,
पतझड़ का दुख भूलो अपने बाहर की बात करो…
शिकायत है उन्हें कि हमें मोहब्बत करना नही आता,
शिकवा तो इस दिल को भी है
……… पर इसे शिकायत करना नहीं आता
ये दौलत किसी की अमानत नही होती
ये चाहत दिलों की मुहब्बत नही होती
ये हक़ीक़त खुदको तन्हाई मे रख के सोचो
सिर्फ़ सिर झुका देने से इबादत नही होती
बहारों के सीने में थी जो जलन
चरागों से रोशन था जो चमन
उजालों से तूने मुंह फेरकर
अंधेरा ही सही, कुछ तो दिया
उसने महबूब ही तो बदला
है फिर ताज्जुब कैसा;
दुआ कबूल ना हो तोलोग खुदा तक बदल लेते है!
दर्द मे कोई मौसम प्यारा नई होता
दिल हो प्यासा तो पानी से गुज़ारा नई होता
कोई देखे तो हमारी बेबास्सी
हम सब के हो जाते पर कोई हमारा नही होत
भूल सकते हो भूल जाओ
इजाजत है तुम्हे ……
ना
भूल पाओ तो लौट कर आना!!
एक और भूल की इजाजत है तुम्हे !!
मेरे हर ज़ख़्म ने तेरे लिए दिलसे दुआ की,
जब कभी दुआ कबूल हो तुम्हारी,
समझ लेना गहराई उन ज़ख़्मोंकि…
हमने तेरे बाद न रखी
किसी से महोब्बत की आस;
एक शक्स ही बहुत थाजो सब कुछ सिखा गया!
फुरसत मिली जब हंको तो तन्हाई अगयइ,
गुम ब आया साथ मे रुसवाई अगयइ,
इन जब से मिलने आँखों से आँसू भी आ गये,
जब याद मेरे दिल को तेरी जुदाई अगयइ…
राज़-ए-हक़ीकत जानने वाले
देखिये अब क्या कहते हैं;
दिल को अपना दिल नहीं कहते,उनकी तमन्ना कहते हैं।
उओजरे हुआी लोगो से गुरेइज़ान ना हुआ कर
हल्लात की कब्रन के क़तबे भी फारहा कर
हर वक़्त का हँसना तुघे बर्बाद ना कर दे
तन्हाई के लमहूँ में कभी रो भी लिया कर
मुझे रिश्तो की,
लम्बी कतारों से मतलब नहीं…कोई दिल से हो मेरा ,
तो एक शख्स ही काफी है …
वो ख्वाबो में आकर रुलाते हैं,
हक़ीकत में ना आकर तड़पाते हैं,
जिनको हम समझाया करते थे कभी,
वो लोग आज हुमको समझते हैं…
इस रात ने, सितारों ने एक नई दुनिया दिखाई,
उस दुनिया में भी तेरा चेहरा ही दिखा,
आज भी मिटा ना सके उस तस्वीर को दिल से,
जो तेरी चाहत में इस दिल में थी बसाई,
देकर दोस्ती का वास्ता दिल तोड़ दिया उन्होने
फिर भी मरता नही यह दिल,क्यूँ देती है रुसवाई
बस उनके एक झलक को देखने के लिए तड़प्ता रहता
ऐसा दीवाना है दिल, कैसी कहे यह दर्द-ए-तन्हाई
गीले काग़ज़ की तरह हैं ज़िंदगी अपनी
कोई जलता भी नहीं कोई बहता भी नहीं
इस क़दर हैं अकले रााओं में दिल की
कोई बुलाता भी नही कोई बतलता भी नहीं
जब कभी तुम
तन्हा हो तो
सिर्फ़ एक लम्हे को
ये सोचना के
मेरे जैसा ज़रफ
तुम में भी मौजूद है…
कभी कभी तो छ्हलक पड़ती है यूँही बेसबब आँकहीं,
उदास होने का कोई सबब नही होता,
मैं वलेदन को ये बात कैसे समझौं,
मोहब्बत मे ‘हसाब नसाब’ नई होता
आज उजाले की किरण खो गयी,
ज़िंदगी वीरान सी हो गयी,
गये वो दिन,
जब हुँने उनसे उम्मीद रखी थी,
आज ये खूब हो गया,
के हमें मोहब्बत से नफ़रत हो गयी…
इन्हे भी पढ़ें :
सच्चा प्यार करने वाली शायरी हिंदी में | pyar bhari shayari in hindi
pyar mohabbat ki shayari, ek tarfa mohabbat shayari, mohabbat par shayari
pyar mohabbat ki shayari, ek tarfa mohabbat shayari, mohabbat par shayari
100+ ishq shayari in hindi , ishq wali shayari, Adhura ishq shayari in hindi