Download Image

 Please wait while your url is generating... 3

Paytm kya hai ? Aur paytm par Account kaise banaye?

By Anil Ganvit • Last Updated
Paytm kya hai ? Aur paytm par Account kaise banaye?

 

Friends aaj ke modern jamane me sabhi kaam online hota jaa raha hai, aur Online shopping ,online recharge, online electricity bill pay ,sabhi kaam aap online kar sakte ho.
Dosto Aaj me aapke liye Ak aisi apps ke bareme batane jaa raha hu jiski madad se aapka kaam bahut aasan ho jaayega.

Paytm kya hai?

Paytm india ki sabse popular application hai, paytm ak eisi mobile application  hai Jise aap Online recharge, electricity bill pay, gas bill pay ,online shoping ,Movie ticket booking Ye sab aap aaasani se kar pawoge

Jabse 2000 ki naye notes nikale hai tabse har kisi ko 2000 ka chhutta karvana muskil ho gaya hai,kyu aap sabhi time 500-1500 ki to ak sath kharidi nahi karte hoge ? Jab aap 200-300 rs ki kharidi karte hai tab aapko 2000 ki note chhutta karva ne me problem hoti hai to ab aap paytm se us dukan darko paise transfer kar sakte ho ise aapko Yah benefit hai ki aapko 2000 note ka chhutta karva ne ki zanzat mit jaayegi aur paise chori hone se bhi bach jaayenge.

To chaliye dosto ab ham paytm par account banate hai.ynha me aapko step by step images ke sathe paytm par account banane ka tarika bata raha hu.

Paytm par new account kaise banate hai?

Step:-1 
Sabse pahle playstore se paytm application download kare Yaa fir apne browser me paytm.com type kare

Step:-2
Paytm application ko open kare aur sabse nice Account Likha hai us par click kare

Step:-3
Aapko Sign in aur Sign up aise  buttons dikhay degi,agar aapki pahle se Log in id bani hai to aap us id se log in  kar sakte ho or agar aap new user hai Yaani aapka pahle se paytm par khata nahi hai to niche batayi gayi steps ko follow kare.

1. Sign Up button par click                           kare.

• Phone number dale.
•Email Id ( Optional ) Likhe.
•Password Likhiye.

Ye sab steps karne ke baad niche Sign up button hai us par click kare.

Step:-4 
Sign up button par click karte hi aapko niche picture dikhayi hai us type ka form khulega.

Paytm kya hai ? Aur paytm par Account kaise banaye?

Enter the one time password ( OTP)  Jo aapke Mobile Number par aayega.

Full name  Yanha aapko apna full name dalna hai.

Date of Brith  ( Yanha aap apni brithday date Likhe)

Ab aapko Confirm button par click karna hai jaise hi aap confirm par click karenge turant hi aapka new account ban jaayega.

Dosto ab aapka paytm account ban chuka hai ab aap paytm se online Recharge, Electricity bill ,Gas bill ,shopping, etc... Jaise aap paytm se bahut kaam kar sakoge.