Download Image

 Please wait while your url is generating... 3

Google Search Counsole Kya hai? Blog Ko Search Counsole me kaise add kare?

By Anil Ganvit • Last Updated
Google Search Counsole Kya hai? Blog Ko Search Counsole me kaise add kare?

 

Dosto agar aap new blogger hai, aur bahut sare apne blog me article’s Likhe hoge but aap log ne google par  blog yaa post  Search kar ke dekha hoga but Search result me nahi aata hoga, kyuki aapne Blog ko Google Search Counsole me submit nahi kiya hai,To dosto pahale apne blog ko google Search counsole (webmaster tool ) me submit karte hai.taki hamara blog aur post Google me search ho aur traffic me bhi increase ho.

Google Search Counsole(webmaster tool) kya hai ?

Google Search counsole ak google ki hi service hai,Blog/website ko google search me lane ke liye google Search counsole me submit karte hai.website par puri tarh control banaye rakhne ka Google search counsole ka upayog kiya jaata hai
Google search Counsole  Me Hum Apne Blog Ka Appearance Report , Crawl Report, Keywords, Report , Total Click Report , Index Report , Aur Bahut Si Jaruri Jaankari Paa Sakte hai.

Google search counsole me blog/website ko kaise submit karte hai?

>Aapne browser me  Google search counsole type kare aur Gmail id se Log in kare.

>Google search counsole me Log in karne ke baad Add property par click kar ke aapni website ka url daale.

Ab aapko aapni website ko verify karna hoga, Verify karne ke liye alternate methods par click kare. aapko 4 (four) options aayege.
1.HTML tag
2.Domain Name Provider.
3.Google analytic
4.Google Tag Manager

Ye 4(four) options me se sabse best aur easy option HTML tag hai,is liye HTML tag ko hi select karke verify kare.

>HTML tag par click kare,ab aapko HTML tag ke niche ak HTML vali Link hogi us link ko copy kar lijiye.ab HTML link ko Apne blog ke Templet me pest karna hai.

> Blogger par sign in kare.ab templet me Edit HTML par click kare ,Ctrl+F kare aur “<head>” find kare, ab <head> ke niche copy ki huvi link ko pest kar dijiye aur save button par click kare.

> ab fir se Google search counsole me Jaaye aur ab  Verify par click kare aapki website successful verify ho jaayegi..

Dosto ab 1-2 day me Aapka blog Google Search me aa jayega.dosto Ye meri jaankari aapko kaisi lagi? Hame comments kar ke bata sakte ho agar aap hamare daily new post Email pe paana chahate hai to Email subscribe jaroor kar lijiye.