Download Image

 Please wait while your url is generating... 3

Google AdSense kaise kam karta hai? Hindi Me

By Anil Ganvit • Last Updated
Google AdSense kaise kam karta hai? Hindi Me

 

Google AdSense kya hai?

        Adsense Google company ka ak   product hai, jise ap apni website,Blog,YouTube channel ko monetize kar sakte hai or uske us se ap peise kama sakte hai.

Google AdSense kaise kam karta hai ?

      Maan lijiye ki apki koi website hai. Yaa koi blog, YouTube channel hai to ap huve publisher.Or jo log apki website pe aate hai use kahe hai Traffic.or Jo log yaa companys  Ads dikha kar apki traffic tak pahonch na chahate hai use kahte hai Advertiser.

Ab advertiser jo hai vo Google AdSense ke madhaym se apki website, channel ya blog par ads dikhate hai .jis ke liye vo AdSense ko peise deta hai AdSense kuchh peise kaat kar apko baki ads revenue de deta hai.

Maan lijiye advertiser google adsense ko1000 bar ads display hone ke liye 3 dollars deta hai. google AdSense apna ak cut hissa le leta  maan lijiye 1.2 dollar. Or baki ke jjo 1.8 dollar hai wo apko payment ke rupme de diye jate hai. Ab ye sirf apko   samza ne ke liye meine ak example liya hai.

Sach to ye hai ki Advertisers kitane peise dete hai ye bahut chijo pr depend karta hai.wo site kis country me hai ,vo site kis topic par hai .samay par nirbhar karta hai or ye bilkul bhi fix nahi hota AdSense apko kitane peise deta hai vo bhi ak anuman hota hai,is ki ak range hoti hai. lekin Google ki mano to peise ka jyada hissa  publisher ko hi milta hai google ko nahi. Apki site kis tarah ke traffic ko attractive karti vo kis bare me hai or kitana traffic hai in sab chijo ko dhyan me rakh kar advertiser ads daal ne ke  peise dete hai.
Aab muje lagta hai ki apko  Google AdSense kya hai? Or  vo kaise kam karta hai, us ke bare me samj gaye hoge…..