Dosto aap ne blog to banaliya aur post bhi bhi likh na suroovat kardi hai,use me aap direct computer/mobile se video ko Add bhi kar sakte hai but YouTube videos ko blog me kaise add karte hai aaj wo sikhenge.
Sabse pahale Ye jaan lete hai ki YouTube video blog me kyu add karte hai ?
Dosto bahut sare eise blogger hai jo YouTube channel aur blog bana kar paisa kama rahe hai.Jeen logo ki YouTube channel hai wo log avshy blog me video ko add kare taki aap logo ki YouTube channel par traffic’s, Viewers aur subscribers badhege, Jise aapki YouTube ki income me badhva ho sake.
Chaliye dosto ab YouTube video ko blog me add karte hai step by step sikhate hai.
Step:-1
Aapke browser me www.YouTube.com type kijiye, aap jis video ko blog me add karna chahte ho us video ko search kar ke open kare.
Step:-2
Share button par click kijiye.
Step:-3
ab Embed par click kare.
Step:-4
Jaise aap Embed par click karege to aapko ek box me code Aayega us code ko copy karlo.
Step:-5
ab aap blogger par ‘log in’ kare aur create a new post kare Yaa fir aap jis post me video add karna chahte ho us post ko Edit kare.
Step:-6
aab HTML par click kar ke open kare,ab aap janha video ko show karva na chahate ho wanha code ko pest kare.
Step:-7
Firse ab compose par click kar ke dekho aapko video show ho raha hai.dosto is tarh ham bahut hi aasani se YouTube video ko blog me add kar sakte hai.