Download Image

 Please wait while your url is generating... 3

Advance SEO Ke Liye Search Description Box Kaise Enable kare?

By Anil Ganvit • Last Updated
Advance SEO Ke Liye Search Description Box Kaise Enable kare?

 

Friends website chalane val eisa koi nahi hota jo apni website ko SEO nahi karna chahata ho, har koi website ka owner  apni site ko SEO bana na chahta hai.Blogger ne ab ak uske liye new feature diya hai Ja hai search description box , Lekin isko Enable karna hota hai tabhi ham SEO ke liye  har post me kuch words Search description me Likh payege.
Advance SEO Ke Liye Search Description Box Kaise Enable kare?

Advance Search Description box ko enable kaise kare?

Goto blogger >> Sign in >> setting >> search preferences >> description Edit >> Enable Search description Yes select kare aur niche box me 150 word me mata tag description Likhe >> save change.

ab me aapko step by step samjata hu,
Step -1
Sabse pahale www.blogger.com par sign in kare aur setting me jaaye.

Step- 2
Setting me jaane ke baad search preferences par click kare .
Step -3
search preferences par click karoge to aapko  mata tags description ke  Samane  Edit Likha hai us par click kare.

Step- 4
Ab ak new window khulegi.
Us window me ak box hoga us box ke upar Enable Mata tags description  Yes aur no hoga usme Yes par click kare. Ab aapko niche box diya hai us box me aapko Mata tags ke liye 150 word’s me description Likhna hoga, waisa hi description Likhe jo aapki website ke topic se related ho.ab save changes par click kare.

Step – 5
Advance SEO ke liye Search box enable ho chuka hai, Ab aap new post yaa fir edit post kare aur post ke right side me dekhiye ki search description ka option hai ki nahi.

Agar aapke website me right side search description ka option nahi hai to uske liye aapko Edit HTML me ak chota sa code add kar na hoga.

Post editer me search description ka option nahi ho to kya kare?

Goto www.blogger.com >> Sign in >> Dashboard>>Template>>Edit
HTML par jaye.

Ab ctrl+F kar ke </head> find kare aur niche diye code copy kare aur </head> ke niche past kar dijiye.

<b:if cond=’data:blog.
metaDescription != “”‘>
<meta expr:content=’data:blog.
metaDescription’ name=’description
‘/>
</b:if>

Save templet par click kare.

Dosto is tarh advance SEO ke Liye Search description box ko enable karte hai.